SEARCH RESULTS
Showing search results for "uryaanii"
Ghazal MATCHES FOR "uryaanii"
Ghazal
aa.nch aatii hai tire jism kii uryaanii se
pairahan hai ki sulagtii hu.ii shab hai ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
KHush-libaasii hai ba.Dii chiiz magar kyaa kiijiye
kaam is pal hai tire jism kii uryaanii se
Sarvat Husain
Ghazal
suufiya tum se mulaaqaat karuu.ngaa ik roz
kisii sayyaare kii jaltii hu.ii uryaanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
bas chale to apnii uryaanii ko us se Dhaa.np luu.n
niilii chaadar sii tanii hai jo khule maidaan par
Shakeb Jalali
Ghazal
niind me.n khulte hu.e KHvaab kii uryaanii par
mai.n ne bosa diyaa mahtaab kii peshaanii par
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
dekh kar dar-parda garm-e-daaman-afshaanii mujhe
kar ga.ii vaabasta-e-tan merii uryaanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
rahii nafrat hamesha daaG-e-uryaanii ko phaa.e se
hu.aa jab qat.a jaama par hamaare pairahan big.Daa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
chaak kii KHvaahish agar vahshat ba-uryaanii kare
sub.h ke maanind zaKHm-e-dil garebaanii kare
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tan ko Dhaa.npe hu.e phirte hai.n sabhii log yahaa.n
sharm aatii hai kise soch kii uryaanii se
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
jaise ra.ngo.n kii baKHiilii bhii hunar ho 'az.har'
Gaur se dekhiye tasviir kii uryaanii ko
Azhar Faragh
Ghazal
shukr hai rah gayaa parda mirii uryaanii kaa
KHaak kuuche kii tire ban ga.ii chaadar mujh ko
Bismil Azimabadi
Ghazal
chaak karte hai.n garebaa.n is faraavaanii se ham
roz KHil.at paate hai.n darbaar-e-uryaanii se ham
Ahmad Javaid
Ghazal
ik zamaane tak badan be-KHvaab be-aadaab the
phir achaanak apnii uryaanii kaa andaaza hu.aa
Shaheen Abbas
Ghazal
aa.nkh jhuk jaatii hai jab band-e-qabaa khulte hai.n
tujh me.n uThte hu.e KHurshiid kii uryaanii hai
Mustafa Zaidi
Ghazal
vo jo la.Dkii hai naa kap.De nahii.n chhoTe us ke
dekhne vaale tirii aa.nkh me.n 'uryaanii hai
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
KHaamushii uryaanii-e-mafhuum kaa taabish-kada
guftuguu maashuuq ko malbuus pahnaane kaa naam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
uryaani-e-tan hai ye ba-az-KHil.at-e-shaahii
ham ko ye tire ishq me.n saamaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
mai.n badan ko dard ke malbuus pahnaataa rahaa
ruuh tak phailii hu.ii miltii hai uryaanii mujhe