SEARCH RESULTS
Showing search results for "usluub-e-KHaas"
Ghazal MATCHES FOR "usluub-e-KHaas"
Ghazal
aaKHir 'zafar' hu.aa huu.n manzar se KHud hii Gaa.eb
usluub-e-KHaas apnaa mai.n aam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
tar sharm ke pasiine se aise hu.e hai.n raat
malbuus-e-KHaas dhuup me.n sukhlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
ab to saudaa-e-mohabbat hai faqat diivaangii
varna saudaa-e-mohabbat kaa bhii ik usluub thaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ye jalaa de na kahii.n mere hii ghar aa.ngan ko
mujh ko apne KHas-o-KHaashaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mirii nazar me.n hai.n usluub-e-naqd-o-fikr-o-suKHan
mire vujuud kaa inkaar tere bas me.n nahii.n
Fartash Syed
Ghazal
usluub-e-nazm-e-'akbar' fitrat se hai qarii.n-tar
alfaaz hai.n mahal par maa'nii makaan par hai.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Gazal kii aabruu tum ho Gazal mujhe mahbuub
shu.uur-e-fikr ko usluub-e-KHush-numaa de do
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
ai suKHan-fahm ham us bazm se aa.e hai.n jahaa.n
hairat aa.iina-e-usluub-e-suKHan tak pahu.nche
Sirajuddin Zafar
Ghazal
pyaar me.n ko.ii fasiile.n jo uThaa.e bhii to kyaa
tum to KHud lazzat-e-usluub-e-vafaa bhuul ga.e
Jazib Quraishi
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jamaal-e-yaar sazaa-vaar-e-jiht-e-KHaas nahii.n
ajiib marhala dar-pesh hai nazar ke liye