SEARCH RESULTS
Showing search results for "vajaahate.n"
Ghazal MATCHES FOR "vajaahate.n"
Ghazal
mile.n jab un se to mub.ham sii guftuguu karnaa
phir apne aap se sau sau vazaahate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Zaidi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
zabaan khol ke is bazm me.n KHaraab hu.e
savaal ek thaa lekin vazaahate.n hai.n bahut
Arsh Siddiqui
Ghazal
hamii.n pe dosh hai un kii qazaa namaazo.n kaa
janaab-e-shaiKH ne Dhuu.nDii.n vazaahate.n kyaa kyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
na miT sake kisii suurat bhii mere dil ke shokuuk
tirii nigaah ne kii hai.n vazaahate.n kyaa kyaa
Arsh Sahbai
Ghazal
vazaahate.n to mohabbat me.n ham bhii karte magar
kitaab-e-dil kaa hame.n ko.ii haashiya na milaa
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
Salma shaheen
Ghazal
Mustafa Shahab
Ghazal
vo to kar rahaa thaa judaa.iyo.n kii vazaahate.n
miraa sirf ek javaab thaa tirii KHair ho
Umair Ali Anjum
Ghazal
sadiyo.n se kuchh vazaahate.n yuu.n kar rahaa hai zehn
jaise ki aas-paas kii har shai savaal ho
Hasan Soz
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
vazaahate.n nahii.n hotii.n ko.ii tahaarat kii
vuzuu bhii mai.n ne kisii be-vuzuu se siikhaa hai
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
karne lage hai.n log gunah kii vazaahate.n
paakiizgii nigaaho.n kii sachchaa.iyo.n me.n hai