SEARCH RESULTS
Showing search results for "vatiiraa"
Ghazal MATCHES FOR "vatiiraa"
Ghazal
ye bhii kam-zarf mohabbat kaa vatiira hai miyaa.n
jab na.e zaKHm kii KHvaahish ho puraane denaa
Komal Joya
Ghazal
jise vatiira banaa.e rahii vo chashm-e-Gazaal
vo be-ruKHii kii suhulat hame.n bhii thii, nahii.n kii
Irfan Sattar
Ghazal
ek insaan se be-vaj.h ho insaan ko bair
ye vatiira kabhii dekhaa na sunaa thaa pahle
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
Ghazal Ansari
Ghazal
tum to duniyaa ho badalnaa hai vatiira teraa
ham kahaa.n bande tere Dhab ke tamaashaa kyaa hai
Manzar Naqvi
Ghazal
milte nahii.n ho ham se ye kyaa hu.aa vatiiraa
milne lagaa hai shaayad ab tum se ko.ii KHiiraa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Master Nisar Ahmad
Ghazal
Asad Raza Sahar
Ghazal
zaahid-e-KHushk ko matlab nahii.n maiKHaane se
dilbarii jin kaa vatiira ho idhar aate hai.n
Modassir Hasan
Ghazal
thii saare shahr ko biimaarii-e-giraa.n-goshii
so chup vatiira kiyaa ham ne haav-huu kar ke
Mohsin Ehsan
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
kabhii majbuur kar denaa kabhii majbuur ho jaanaa
yahii teraa vatiira hai yahii terii siyaasat hai