SEARCH RESULTS
Showing search results for "vilaayat"
Ghazal MATCHES FOR "vilaayat"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye mohabbat bhii vilaayat kii tarah rakhtii hai
haalat-e-haal me.n ye haalat-e-hairaanii me.n
Abbas Tabish
Ghazal
jalne do un ko aur unhe.n dekhte raho
in munkiro.n ko buGz-e-vilaayat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
kuu.De-karkaT kaa milegaa na vilaayat me.n nishaa.n
hind me.n har taraf ambaar nazar aate hai.n
Jitendra Mohan Sinha Rahbar
Ghazal
apnii har baat pe hotaa hai vilaayat kaa gumaa.n
ishq ne kaise tilismaat me.n rakkhaa hu.aa hai
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
mahsuus kar rahe hai.n vilaayat me.n aaj-kal
hindostaa.n me.n rahte hai.n hindostaa.n se duur
Sultanul hasan Farooqi
Ghazal
vilaayat kaa safar mushkil hai 'naazim'
yahii hindostaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Abrar Hamid
Ghazal
adnaa Gulaam-e-shaah-e-vilaayat hu.e 'muniir'
dasht-e-najaf kii KHaak hai merii sarisht me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Raza Naqvi
Ghazal
ye vilaayat hai ki jis raah pe vo chal rahe hai.n
is qadar gir ke to daulat bhii nahii.n aatii hai
Tasleem Niyazi
Ghazal
baato.n pe tuu vilaayat-e-be-piir kii na jaa
iifaa buto.n kaa bhii kahii.n iqraar ho gayaa
KHanjar ajmerii
Ghazal
madad ai miir-e-mardaan-e-vilaayat
ki gard-e-kaarvaa.n hai aur mai.n huu.n
Syed Shabbir Hassan Rizvi
Ghazal
laazim hai buland aah kii raayat na kare tuu
tasKHiir agar dil kii vilaayat na kare to
Raza Azimabadi
Ghazal
mushkil kii har ik shakl pe meraa hai tasarruf
mujh ko ye sanad shaah-e-vilaayat se milii hai
Habeeb Jaunpuri
Ghazal
KHudaa buzurg-o-Ganii KHalq mahv-e-qiil-o-qaal
faqiir shaad-o-magan hujra-e-vilaayat me.n
Amir Hamza Saqib
Ghazal
ummiid-e-sahar bhii to viraasat me.n hai shaamil
shaayad ki diyaa ab ke jalaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
zaraa sii umr adaavat kii lambii fehriste.n
ajiib qarz viraasat me.n mere naam hu.aa