SEARCH RESULTS
Showing search results for "virsa"
Ghazal MATCHES FOR "virsa"
Ghazal
ham to haazir hai.n par ai silsila-e-jaur-e-qadiim
KHatm kab virsa-e-ajdaad karegii duniyaa
Qateel Shifai
Ghazal
'ra.iis' jur.at-e-iz.haar meraa virsa hai
qasiide mujh se kisii shaah ke likhe na ga.e
Raees Warsi
Ghazal
ham apne shaano.n pe phirte hai.n qatl-gaah liye
KHud apne qatl kii saazish hamaaraa virsa hai
Aashufta Changezi
Ghazal
Noon Meem Danish
Ghazal
zamiin-zaado.n ko virsa milaa hai aadam se
hu.ii thii KHuld se hii ibtidaa udaasii kii
Shahida Majeed
Ghazal
yahii hai virsa-e-shabbiir kaa chalan 'arshad'
ki har yaziid se inkaar karte rahnaa hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
adab me.n mudda.ii-e-fan to be-shumaar mile
magar na 'miir' ke 'Gaalib' ke virsa-daar mile
Abdul Rahman Khan Wasfi Bahraichi
Ghazal
mar miTaa jin ke liye jam.a kiyaa maal-o-manaal
vahii jiinaa na rahe ab virsaa chaahte hai.n
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
har tiirah-faam sub.h kaa virsa hai mushtarak
har nuur-diida shaam me.n tuu bhii hai mai.n bhii huu.n
Akbar Hyderabadi
Ghazal
apne haatho.n se kamaane kii lagan dil me.n nahii.n
chaahtaa hai aaj beTaa baap virsaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
vaariso.n ko na rahaa yaad ki virsa kyaa thaa
aur kafan bhii shohdaa kaa abhii mailaa na hu.aa
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
mai.n agar aadam-e-saanii huu.n to virsa hai kahaa.n
zarf-e-ajdaad me.n amvaat se pahle kyaa thaa
Ejaz Gul
Ghazal
Ashfaq Husain
Ghazal
laGzish kii baat virsa-e-aadam kii baat hai
khaataa hai Thokare.n dil-e-insaa.n kabhii kabhii
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
hu.e hai.n husn ke virsaa tamaam begaane
hai KHaalii haath ye kaashif 'shakiil' aaq to dekh
Kashif Shakeel
Ghazal
Sardar Panchhi
Ghazal
ye virsa ham se na.ii nasl ko kabhii na mile
zabaa.n hamaare buzurgo.n ne be-navaa dii hai
Aabid Jafri
Ghazal
ye tere aslaaf kaa baaqii virsa hai
is TuuTii talvaar ko bhii saamaan me.n rakh