SEARCH RESULTS
Showing search results for "virsa"
Nazm MATCHES FOR "virsa"
Nazm
wirsa
un kaa virsa huu.n kha.nDar ye sitam iijaad na kar
terii taKHliiq nahii.n tuu ise barbaad na kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
chadar aur chaar-diwari
dam-e-sub.h dar-ba-dar hai.n
huzuur ke nutfe ko mubaarak ke nisf virsa se be-mo'atabar hai.n
Fahmida Riaz
Nazm
bhaarat ke musalman
tuu mahram-e-har-lazzat-e-asraar azal se
virsa teraa raanaa.i-e-afkaar azal se
Jagan Nath Azad
Nazm
unhen mujhse shikayat hai
faqat mere tasarruf me.n hai
merii milkiyyat hai meraa virsa hai
Azra Naqvi
Nazm
qadam mila ke chalo
jahaa.n me.n gaa.ndhii-o-nehru ke virsa-daar ho tum
zamii.n pe amn-o-mohabbat ke paasdaar ho tum
Syeda Farhat
Nazm
shakespeare
aaj bhii ka.aba-e-arbaab-e-nazar hai tirii fikr
virsa-e-ahl-e-junuu.n teraa bayaa.n aaj bhii hai
Jagan Nath Azad
Nazm
to aisa kyun nahin karte
miraa virsa thaa
mujh se chhiin lete aur mujhe jangal ke behis pe.D kii maanind ugaa dete
Bashar Nawaz
Nazm
ek zabt-shuda poster
pyaas hamaaraa taariiKHii virsa hai
tahriire.n pa.Dhne vaalo!
Naseer Ahmad Nasir
Nazm
wirsa
mai.n bahut KHush huu.n ki is darja milii daulat-e-Gam
itnii daulat ki ginii jaa.e na rakkhii jaa.e
Daud Ghazi
Nazm
tajdid-e-mohabbat
tire dil kii Galat-fahmii mire aa.nsuu na dho paa.e
bane hai.n aaj jo virsa hai.n terii yaad ke saa.e