SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaad-e-ahd-e-rafta"
Ghazal MATCHES FOR "yaad-e-ahd-e-rafta"
Ghazal
yaad-e-ahd-e-rafta se zindagii ibaarat hai
sub.h-e-nau ko nisbat hai shaam ke fasaane se
Talib Dehlavi
Ghazal
daastaa.n bhuulii hu.ii yaad palaT aa.ii hai
ahd-e-rafta kii ye tasviir dikhaa dii kis ne
Syed Anjum Jafri
Ghazal
ahd-e-rafta kii lakiiro.n pe na chalte rahiye
vaqt ke saath KHayaalaat badalte rahiye
Ehtisham Bachhrayuni
Ghazal
ahd-e-rafta ke ujaalo.n kii sadaa hai.n ham bhii
qartaba terii tarah radd-e-fanaa hai.n ham bhii
Shams Faridee
Ghazal
ahd-e-rafta kii hikaayat karbalaa se kam na thii
zindagaanii nasl-e-aadam par balaa se kam na thii
Khayal Amrohvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
asiir-e-panja-e-ahd-e-shabaab kar ke mujhe
kahaa.n gayaa miraa bachpan KHaraab kar ke mujhe
Muztar Khairabadi
Ghazal
mustaqil mahv-e-Gam-e-ahd-e-guzishta honaa
aise hone se to behtar hai na dil kaa honaa
Nadeem Sirsivi
Ghazal
qahat-e-vafaa-e-ahd-o-paimaa.n hai in dino.n
zoro.n pe ehtiyaat-e-dil-o-jaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
Safdar Mirzapuri
Ghazal
nuquush-e-ahd-e-guzashta ubhaarne ke liye
mai.n kheltaa huu.n har ik khel haarne ke liye
Shakeel Nashtar
Ghazal
raunaq-e-ahd-e-javaanii alvidaa.a
al-vidaa.a ai shaadmaanii alvidaa.a
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
sadaa-e-ahd-e-vafaa ko zavaal kyuu.n aayaa
lab-e-sukuut pe harf-e-savaal kyuu.n aayaa
Ejaz Asif
Ghazal
hadiis-e-ahd-e-guzishta hai ham-nashiino.n me.n
chhalak rahii hai sharaab aaj aabgiino.n me.n