SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaar-dost"
Ghazal MATCHES FOR "yaar-dost"
Ghazal
kahte hai.n yaar-dost agar bevafaa kahe.n
ai 'ashk' aa.nsu.o.n ne bhii kyaa de diyaa mujhe
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
rakh-rakhaav me.n ko.ii KHvaar nahii.n hotaa yaar
dost hote hai.n, har ik yaar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
ko.ii nahii.n hai shahr-e-KHamoshaa.n me.n yaar-dost
sab apne aap ha.nste hai.n rote hai.n aas-paas
Akhlaq Aahan
Ghazal
Ahmad Iftikhar khatak
Ghazal
KHush huu.n yaa dost se KHafaa huu.n mai.n
aaj-kal kuchh nayaa nayaa huu.n mai.n
Safi Aurangabadi
Ghazal
'ishq vaalii Gam-zada yaa dostii vaalii kare.n
ham suKHanvar hai.n bataa.o shaa'irii kaisii kare.n
Ajeetendra Aazi Tamaam
Ghazal
dushmanii larzaa.n hai yaaro dostii ke saamne
tiirgii tharraa rahii hai raushnii ke saamne
Shafiullah Raz
Ghazal
yak dast-e-fitna barpaa ham ne jahaa.n me.n dekhaa
mansuur ko saraasar daarul-amaa.n me.n dekhaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
vo jalva-gah-e-naaz hai yaa bazm-e-tuur hai
har ek zarra ruu-kash-e-duniyaa-e-nuur hai
Mohammad Saeed Razmi
Ghazal
yaa.n jumbish-e-mizha bhii gunaah-e-aziim hai
chup-chaap dekhte raho jo kuchh dikhaa.e dost
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
afzuunii-e-mataa'-e-mohabbat na puuchhiye
kis se milii hai mujh ko ye daulat na puuchhiye
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
hai.n mun.akis tamaam nuquush-e-jamaal-e-yaar
dil ek aa.ina hai ki hai ruu-ba-ruu-e-dost
Jaleel Qidwai
Ghazal
aasaar-e-kuu-e-dost hai.n aur paa-shikastagii
KHushbuu-e-zulf-e-yaar hai aur ham se be-dimaaG
Anjum Rumani
Ghazal
hu.e hai.n dost jab ai yaar ham tum
kare.n kyuu.n baahamii takraar ham tum
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
hu.e hai.n dost jab ai yaar ham tum
kare.n kyo.n baahamii takraar ham tum
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
Azad Ansari
Ghazal
tuu aur kuchh na sahii, dost to hai aaKHir yaar!
dukhii rahaa hai bahut aaj teraa shaa.ir yaar!