SEARCH RESULTS
Showing search results for "yatiim"
Ghazal MATCHES FOR "yatiim"
Ghazal
hazaaro.n KHvaab jo aa.nkho.n ke aasare the kabhii
yatiim ho ga.e aa.nkho.n ke intiqaal ke baad
Varun Anand
Ghazal
nigaah pa.Dne na paa.e yatiim bachcho.n kii
zaraa chhupaa ke khilaune dukaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Ghazal
hamaare baa'd ko.ii sar-parast mil na sakaa
yatiim-KHaane me.n rakkhaa gayaa mohabbat ko
Haseebul Hasan
Ghazal
ye shahr-e-sajda-guzaaraa.n dayaar-e-kam-nazaraa.n
yatiim-KHaana-e-idraak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
bhuuke pyaase muflis aur yatiim hai.n jo
nazar-e-inaayat un par bhii kar de maulaa
Saleem Raza Rewa
Ghazal
bachche yatiim-KHaane ke mariyal hai.n sab magar
munshii yatiim-KHaane kaa bhai.nsaa dikhaa.ii de
Pagal Adilabadi
Ghazal
'faiz' yatiim-o-bekas se ye puuchhoge
maa.n ke aa.nchal kaa hotaa hai konaa kyaa
Faizul Amin Faiz
Ghazal
shariif-zaado.n kii bejaa KHataa.o.n se milne
yatiim-KHaano.n ke bachcho.n se milne jaayaa karo
Ramesh Kanwal
Ghazal
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
yatiim-e-taaza ko ye naagavaar guzregii
azaa kii baat na kar rasm-e-taaj-poshii me.n
Mukarram Husain Awan Zamzam
Ghazal
'shauq' us ke ho ga.e ham sab yatiim
dast-e-shafqat jis ne sar par rakh diyaa
Abdullateef Shauq
Ghazal
bhuuke yatiim loriyaa.n hii sun ke so ga.e
aa.nkho.n me.n kyo.n na ashk sajaa kar Gazal kahuu.n
Safia Rag Alvi
Ghazal
baap ke hote hu.e bhii jaise ho ko.ii yatiim
paas me.n dariyaa hai aur ham tishnagii ke saath hai.n
Ubaid Najibabadi
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n terii mohabbat yatiim ho
par merii baddu.aa me.n asar ho nahii.n rahaa
Ahmad Sageer
Ghazal
ki jaise Daa.nT de ko.ii yatiim bachche ko
hamaarii hasrat-e-dil kaa yuu.n iKHtitaam hu.aa
Hamza Bilal
Ghazal
shaadii hai ik yatiim kii KHushiyo.n ko baa.nTne
ik naachtii kiraa.e pe baaraat chaahiye
T N Raaz
Ghazal
yatiim lagne lagaa ishq meraa mujh ko KHud
mai.n ro pa.Daa huu.n nazar se tirii utarte hu.e