SEARCH RESULTS
Showing search results for "yatiim"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "yatiim"
Nazm
marhum aur mahrum
tum ahl-e-KHaana rahe aur mai.n yatiim hu.aa
tumhaaraa dard ba.Daa hai yaa meraa Gam bolo
Zubair Ali Tabish
Nazm
jugnu
kabhii kabhii ye kasak huuk ban ke uThtii thii
yatiim dil ko mire ye KHayaal hotaa thaa!
Firaq Gorakhpuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "yatiim"
Ghazal
hazaaro.n KHvaab jo aa.nkho.n ke aasare the kabhii
yatiim ho ga.e aa.nkho.n ke intiqaal ke baad
Varun Anand
Sher
nigaah pa.Dne na paa.e yatiim bachcho.n kii
zaraa chhupaa ke khilaune dukaan me.n rakhnaa
Mahboob Zafar
Nazm
munajat-e-bewa
dukhiyaa dukhii yatiim aur beva
tere hii haath un sab kaa hai khevaa
Altaf Hussain Hali
Mazahiya
mai.n un kaa maal Gaban karke jab se baiThaa huu.n
yatiim-KHaane ke lau.nDe mirii talaash me.n hai.n
Pagal Adilabadi
Nazm
lahu ka suragh
kisii alam pe raqam ho ke mushtahar hotaa
pukaartaa rahaa be-aasraa yatiim lahuu
Faiz Ahmad Faiz
Mazahiya
ishaara ho to mai.n ruKH mo.D duu.n zamaane kaa
banaa duu.n tum ko manager yatiim-KHaane kaa

