SEARCH RESULTS
Showing search results for "yatiim"
Nazm MATCHES FOR "yatiim"
Nazm
marhum aur mahrum
tum ahl-e-KHaana rahe aur mai.n yatiim hu.aa
tumhaaraa dard ba.Daa hai yaa meraa Gam bolo
Zubair Ali Tabish
Nazm
jugnu
kabhii kabhii ye kasak huuk ban ke uThtii thii
yatiim dil ko mire ye KHayaal hotaa thaa!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
munajat-e-bewa
dukhiyaa dukhii yatiim aur beva
tere hii haath un sab kaa hai khevaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
lahu ka suragh
kisii alam pe raqam ho ke mushtahar hotaa
pukaartaa rahaa be-aasraa yatiim lahuu
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
jis tarah shahro.n kii raaho.n par yatiim
naGma-bar-lab taaki un kii jaa.n kaa sannaaTaa ho duur
Noon Meem Rashid
Nazm
zakir-husain
raam ho aur rahiim aur na hone paa.e
ab ko.ii bachcha yatiim aur na hone paa.e
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Nazm
dehli
yatiim bachche bilakte hai.n godiyo.n ke liye
Gariib shahr taraste hai.n roTiyo.n ke liye
Wamiq Jaunpuri
Nazm
marsiya gopal krishn gokhle
tire alam me.n vo is tarah jaan khote hai.n
ki jaise baap se chhuT kar yatiim rote hai.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
do gadhe
haal un kaa hai gadho.n se bhii saqiim
vo sazaa paate hai.n aisii hii yatiim
Ghulam Khwaja Moinuddin Yateem
Nazm
yatim insaf
hu.aa hai silsila-e-jaur ke alam pe raqam
pukaar kartaa hai be-aasraa yatiim lahuu
Ashok Lal
Nazm
shahar
ki nahii.n ye meraa beTaa hai
mere jiite jii ye kabhii yatiim nahii.n ho saktaa
Ain Rashid
Nazm
tulu-e-manzar ki aankh chup hai
yatiim bachcho.n ko paalne kaa savaab maa.ngaa
KHudaa se apnii musiibato.n kaa hisaab maa.ngaa
Nisar Nasik
Nazm
yatim bachche ka dard
ammaa.n ab mai.n ba.Daa ho gayaa
tiisre darje me.n pa.Dhtaa huu.n