SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaKHm-e-nihaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "zaKHm-e-nihaa.n"
Ghazal
'naziir' qissa-e-zaKHm-e-nihaa.n kahuu.n kis se
ye daastaan-e-alam saKHt ruuh-farsaa hai
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
'naziir' qissa-e-zaKHm-e-nihaa.n kahuu.n kis se
ye daastaa.n hai bahut KHuu.n-chakaa.n ma.aaz-allaah
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
aziyyato.n kaa KHamiir zaKHm-e-nihaa.n se uTThaa
kabhii jo chaahaa hai dil kaa sahraa bahaar karnaa
Aabid Jafri
Ghazal
Tariq Badayuni
Ghazal
yuu.n chup rahaa kare se to ho jaa.e hai junuu.n
zaKHm-e-nihaa.n kured ke kuchh ro liyaa karo
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
har ek shaKHs milaa daastaan-e-dard liye
ham apne zaKHm-e-nihaa.n be-libaas kyaa karte
Saqib Kaif
Ghazal
takliif kar tabassum-e-pinhaa.n se puuchh le
zaKHm-e-nihaa.n ko mujh se dikhaayaa na jaa.egaa
Bekhud Mohani
Ghazal
takliif kar tabassum-e-pinhaa.n se puuchh le
zaKHm-e-nihaa.n ko mujh se dikhaayaa na jaa.egaa
Bekhud Mohani
Ghazal
Qamar Rais Bahraichi
Ghazal
faasla dair-o-haram ke darmiyaa.n rah jaa.egaa
chaak sil jaa.e.nge ye zaKHm-e-nihaa.n rah jaa.egaa
Priyadarshi Thakur Khayal
Ghazal
ye apne yaar hai.n in ko dikhaa.o zaKHm-e-nihaa.n
phir in ke baa'd ko.ii raaz-daa.n mile na mile
Zia Karnatki
Ghazal
zaKHm-e-nihaa.n ko shauq-e-talab se judaa na kar
hotaa hai roz o shab jo tamaashaa na bhuul jaa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
Meena Khan
Ghazal
zaKHm-e-nihaan-e-hijr ko be-vasl ai 'muhib'
ho suud-mand baKHiyaa-o-marham ye sab nahii.n
Waliullah Muhib
Ghazal
jo maza zaKHm-e-jigar dard-e-nihaa.n me.n aa.e
aah me.n kaif na vo lutf fuGaa.n me.n aa.e