SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaKHm-e-nihaa.n"
Nazm MATCHES FOR "zaKHm-e-nihaa.n"
Nazm
iqbaal
zabt ke zaKHm-e-nihaa.n fariyaad se bharne lage
ya.anii bande bhii KHudaa se guftuguu karne lage
Maikash Akbarabadi
Nazm
hunuz yaad hai
miraa savaal ba-qadr-e-hujuum-e-shauq-e-nihaa.n
hayaa kii aa.D me.n chhuptaa hu.aa javaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
hanuz yaad hai
miraa savaal ba-qadr-e-hujuum-e-shauq-e-nihaa.n
hayaa kii aa.D me.n chhuptaa hu.aa javaab tiraa
Jauhar Nizami
Nazm
diwana
daa.era ban ga.ii ba.Dhtii hii ga.ii
karb-e-tuufaan-e-nihaa.n mauj ke dil se puuchho
Muneebur Rahman
Nazm
barf-bari
umr-e-rafta ke KHat-o-KHaal-e-nihaa.n
ko.ii mushkil hii se pahchaanegaa
Muneebur Rahman
Nazm
KHak-e-hind
tujh ko miTaa diyaa hai har-chand aasmaa.n ne
phuu.nkaa hai aah dil ko soz-e-Gam-e-nihaa.n ne
Tilok Chand Mahroom
Nazm
aah gokhale
afsos mulk-bhar me.n ho ik charaaG vo bhii
bujh jaa.e jalte jalte soz-e-Gam-e-nihaa.n se
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
madam
har nafas rau me.n liye sorish-e-tuGyaan-e-nihaa.n
har nazar shauq kaa afsaana-e-b-taab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
commercial street ki ek sham
talaash-e-husn-o-mudaavaa-e-zaKHm-e-dil ke liye
churaa ke laa.e hai.n do-chaar lamhe duniyaa se
Mahir Mansoor
Nazm
chor-bazar
buu.ndiyaa.n, gul mahak shamiim-e-badan
chaak-e-dil zaKHm-e-jeb-o-pairaahan