SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaa.e"
Ghazal MATCHES FOR "zaa.e"
Ghazal
hazaar shukr na zaa.e' hu.ii mirii khetii
ki barq o sail me.n taqsiim daana daana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
kuchh mujh ko KHud bhii andaaza honaa chaahiye
kitnaa zaa.e ho kar kitnaa rah saktaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
abas in shahriyo.n me.n vaqt apnaa ham kiye zaa.e
kisii majnuu.n kii sohbat baiTh diivaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
zaa.e' na jaa.egii tirii mehnat kisii tarah
qaasid ajuura detaa huu.n chuTkii me.n thaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
vaqt zaa.e' na karo ham nahii.n aise vaise
ye ishaara to mujhe us ne ka.ii baar diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
us ke liye bhii Gam-za-e-naaz-o-adaa kaa vaqt hai
apne liye bhii mausam-e-hijr-o-visaal hai nayaa
Athar Nafees
Ghazal
zaa.e nahii.n hotii kabhii tadbiir kisii kii
merii sii KHudaayaa na ho taqdiir kisii kii
Nizam Rampuri
Ghazal
kabhii talaash na zaa.e na raa.egaa.n hogii
agar hu.ii bhii to az-raah-e-imtihaa.n hogii
Shaad Aarfi
Ghazal
jab us kii barq-e-husn se parda hu.aa hai vaa
zaa.e hu.e hai.n taalib-e-diidaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Thaharnaa tak nahii.n siikhaa abhii tak
azal se vaqt zaa.e kar rahaa huu.n
Navin C. Chaturvedi
Ghazal
Shakir Khaliq
Ghazal
Mubashshara Mehfooz
Ghazal
maqtal-e-ishq me.n ham roz-e-azal se yaaro
bismil-e-Gam-za-e-KHuu.n-KHvaar hai.n kin ke un ke
Mohammad Amaan Nisar
Ghazal
Waliullah Muhib
Ghazal
is tarah mat apnii tanhaa.ii ko zaa.e' kiijiye
apne 'aashiq ko zaraa ghar par bulaayaa kiijiye
Salim Saleem
Ghazal
anjaam jaante hai.n ki sahraa hai jab 'asar'
kaar-e-jahaa.n me.n vaqt na zaa.e' kare.nge ham
Ali Asar Bandvi
Ghazal
KHudaaraa in ashko.n ko zaa.e' na kiije
ye zevar hai.n vo jin kii qiimat bahut hai
Ashok Goyal Ashok
Ghazal
ye miraa KHuun-e-jigar hai ise zaa.e' mat kar
aa.nkh par apnii sajaa le ise kaajal kii tarah