SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaa.e"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zaa.e"
Ghazal
Zafar Iqbal
Sher
vaqt zaa.e na karo ham nahii.n aise vaise
ye ishaara to mujhe us ne ka.ii baar diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
hazaar shukr na zaa.e' hu.ii mirii khetii
ki barq o sail me.n taqsiim daana daana hu.aa
Ameer Minai
Ghazal
abas in shahriyo.n me.n vaqt apnaa ham kiye zaa.e
kisii majnuu.n kii sohbat baiTh diivaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zaa.e"
Ghazal
kuchh mujh ko KHud bhii andaaza honaa chaahiye
kitnaa zaa.e ho kar kitnaa rah saktaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
zaa.e' na jaa.egii tirii mehnat kisii tarah
qaasid ajuura detaa huu.n chuTkii me.n thaam KHat
Aagha Akbarabadi
Ghazal
vaqt zaa.e' na karo ham nahii.n aise vaise
ye ishaara to mujhe us ne ka.ii baar diyaa
Zafar Iqbal
Ghazal
us ke liye bhii Gam-za-e-naaz-o-adaa kaa vaqt hai
apne liye bhii mausam-e-hijr-o-visaal hai nayaa
Athar Nafees
Ghazal
zaa.e nahii.n hotii kabhii tadbiir kisii kii
merii sii KHudaayaa na ho taqdiir kisii kii
Nizam Rampuri
Sher
abas in shahriyo.n me.n vaqt apnaa ham kiye zaa.e
kisii majnuu.n kii sohbat baiTh diivaane hu.e hote
Siraj Aurangabadi
Ghazal
jab us kii barq-e-husn se parda hu.aa hai vaa
zaa.e hu.e hai.n taalib-e-diidaar har taraf
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
kabhii talaash na zaa.e na raa.egaa.n hogii
agar hu.ii bhii to az-raah-e-imtihaa.n hogii
Shaad Aarfi
Nazm
purani filon mein gungunati sham
in KHato.n kii kyuu.n hifaazat chaahiye
ye puraanii file.n zaa.e agar ho jaa.e.n
Ain Tabish
Ghazal
Mubashshara Mehfooz
Ghazal
Shakir Khaliq
Ghazal
Thaharnaa tak nahii.n siikhaa abhii tak
azal se vaqt zaa.e kar rahaa huu.n









