SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaad-e-rah"
Ghazal MATCHES FOR "zaad-e-rah"
Ghazal
zaad-e-rah le ke yaado.n kii tanviir mai.n
gum-shuda raasto.n kaa huu.n raahgiir mai.n
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
ye zaad-e-raah kisii marhale me.n rakh denaa
ko.ii gulaab mire raaste me.n rakh denaa
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
ye zaad-e-raah hamesha safar me.n rakh lenaa
bichh.De vaqt kaa manzar nazar me.n rakh lenaa
Syed Shakeel Desnavi
Ghazal
zaad-e-rah bhii nahii.n be-raKHt-e-safar jaate hai.n
saKHt hairat hai ki ye log kidhar jaate hai.n
Riyasat Ali Taj
Ghazal
raKHt-e-safar me.n sab ko baraabar kiyaa shariik
taqsiim-e-zaad-e-raah anokhaa nahii.n kiyaa
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
asbaab-o-zaad-e-raah tale dafan ho gayaa
pahne thaa jo baguule vo lashkar hii aur thaa
Syed Mazhar Jameel
Ghazal
mere qadmo.n se kare juu.nhii masaafat aaGaaz
zaad-e-rah me.n se usii vaqt ziyaa.n aa nikle
Khaavar Jilani
Ghazal
ridaa ke saath luTere ko zaad-e-rah bhii diyaa
tirii faraaKH-dilii mere viir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
manzil mirii safar hai miraa zaad-e-raah bhii
mai.n chal rahaa huu.n aaj masaafat ke vaaste
Syed Anwar Ahmad
Ghazal
zaad-e-raah kaa ham se kyuu.n savaal karte ho
rahzano.n ke narGe me.n jab hame.n utaaraa hai
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
ghaTtaa hii jaa.egaa ye lataafat ke saath saath
ye jism zaad-e-raah hai is se ziyaada kyaa
Mohammad Aazam
Ghazal
kuchh naa-tamaam KHvaahishe.n aur valvalo.n kii laash
le kar ye zaad-e-raah musaafir safar me.n thaa
Bahzad Fatami
Ghazal
hamaare saath jo chalnaa hai zaad-e-rah le lo
kaThin se mo.D hai.n paa.nv phisal bhii saktaa hai