SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaalimo"
Ghazal MATCHES FOR "zaalimo"
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
kaun sach boltaa hai zaalim-o-jaabir ke KHilaaf
kaam duniyaa me.n ye be-KHauf-o-KHatar ham ne kiyaa
Moid Rahbar Lakhnavi
Ghazal
talKHii-e-kaam-o-dahan se kahii.n Gam dhulte hai.n
zaalimo talKHii-e-ayyaam kii kuchh baat karo
Arshad Siddiqui
Ghazal
taana-e-zulm-o-sitam lailaa-o-shiirii.n pe abas
kyaa kiyaa aap ne ishq-e-dil-e-afgaar ke saath
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
zaalimo soch lo anjaam-e-sitam kyaa hogaa
aaj kaa din hii agar roz-e-jazaa ho jaa.e
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
zaalimo mazluum kii aahe.n dikhaa.e.ngii asar
tum agar samjhe nahii.n bhugtoge KHamyaaza abhii
Sarfraz Khan Nadeem
Ghazal
zaalim-o-mazluum kaa mahfil me.n kal niklaa thaa zikr
vo hamaaraa aur ham un kaa pataa dene lage
Javed Lakhnvi
Ghazal
abtar-e-KHuu.n-rez hai qatl upar tez hai
zaalim-o-saffaak suu.n KHuub nahii.n bolnaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
Abid Akhtar
Ghazal
Maham Khan
Ghazal
zaalim-o-be-rahm duniyaa me.n nahii.n gar aap saa
saabir-o-shaakir ziyaada mujh se hogaa kam kahii.n
Nawab Nazeer Al-Daula
Ghazal
zaalimo ham hii nahii.n tum bhii yahii.n dekhoge
le ke lauTegii du.aa baab-e-asar se kyaa kyaa
Naushad Ashhar
Ghazal
jo Gariibo.n ke lahuu se kal banaayaa zaalimo
hashr ko hogaa tumhaare dosh par vo siim-o-zar