SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaarii"
Ghazal MATCHES FOR "zaarii"
Ghazal
girya-o-zaarii ko bhii ik KHaas mausam chaahiye
merii aa.nkhe.n dekh lo mai.n vaqt par rotaa na thaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ho ga.ii dil se tirii yaad bhii ruKHsat shaayad
aah-o-zaarii kaa abhii shor uThaa hai mujh me.n
Irfan Sattar
Ghazal
jaan pyaarii thii magar jaan se be-zaarii thii
jaan kaa kaam faqat jaan-faroshii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
kaafir tujhe allaah ne suurat to parii dii
par haif tire dil me.n mohabbat na zarii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aa.nkh uThaa kar jo ravaadaar na thaa dekhne kaa
vahii dil kartaa hai ab minnat o zaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
jaan pyaarii thii magar jaan se be-zaarii thii
jaan kaa kaam faqat jaan-faroshii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
be-naala-o-be-zaarii be-KHastagii-o-KHvaarii
imroz kabhii apnaa fardaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
sirf maatam aur zaarii se hii jis kaa hal mile
is tarah kaa to kahii.n bhii mas.ala ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
din ke naale na ga.e raat kii zaarii na ga.ii
na ga.ii dil se kabhii yaad tumhaarii na ga.ii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
naubat-e-giriya o be-taabii-o-zaarii aa.ii
ba.De ha.ngaame se kal yaad tumhaarii aa.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
hijr kii gha.Diyaa.n kaThin hotii ga.ii.n
din ke naale raat kii zaarii ba.Dhii