SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabar"
Ghazal MATCHES FOR "zabar"
Ghazal
hai mirii umr jo hairaan tamaashaa.ii hai
aur ik lamha hai jo zer-o-zabar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
badlaa jo rang vaqt ne manzar badal ga.e
aahan-misaal log bhii zer-o-zabar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
ise sambhaal, hu.aa jaa rahaa hai zer-o-zabar
ki dil pe laa.ii hu.ii sab hai.n aafate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
kis zabaa.n se ho bayaa.n aa.o gale lag jaa.o
dil se dil hii sune kuchh dard-e-jigar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
baat karne me.n jo lab us ke hu.e zer-o-zabar
ek saa.at me.n tah-o-baalaa zamaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
kaaKH-o-kuu-e-ahl-e-daulat kii binaa hai ret par
ik dhamaake se ye sab zer-o-zabar ho jaa.e.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mai.n shaa.erii ke huu.n fann-e-aruuz se vaaqif
zabar hai.n zer hai.n eraab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
ek jhaTke me.n hu.e shaah-o-gadaa zer-o-zabar
rah ga.ii duniyaa ulaT kar ki vabaa ke din hai.n