SEARCH RESULTS
Showing search results for "zade"
Ghazal MATCHES FOR "zade"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
tham zaraa ai adam-aabaad ke jaane vaale
rah ke duniyaa me.n abhii zaad-e-safar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
parvarda-e-karam se to zebaa nahii.n hijaab
mujh KHaana-zaad-e-husn se pardaa na chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
shahr-ba-shahr kar safar zaad-e-safar liye baGair
ko.ii asar kiye baGair ko.ii asar liye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
ye KHaak-zaade jo rahte hai.n be-zabaan pa.De
ishaara kar de.n to suuraj zamii.n pe aan pa.De
Rahat Indori
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
na.ii ruto.n ke jhamele ho.n us kaa zaad-e-safar
shikast-e-arz-e-tamannaa pe gungunaa.uu.n mai.n
Anvar Mahmood Khalid
Ghazal
ridaa ke saath luTere ko zaad-e-rah bhii diyaa
tirii faraaKH-dilii mere viir aisii thii
Parveen Shakir
Ghazal
aa.iina daam ko parde me.n chhupaataa hai abas
ki parii-zaad-e-nazar qaabil-e-tasKHiir nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye kaun hai jo hame.n tuul detaa rahtaa hai
ye kaun hai jo zad-e-pesh-o-pas me.n aayaa na.ii.n
Aqib Sabir
Ghazal
Thahar na aah mirii jaan le ke chalte ho
safar kare jo musaafir ko zaad-e-raah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye zulf KHam-ba-KHam na ho kyaa taab-e-Gair hai
tere junuu.n-zade kii salaasil ko thaamnaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Komal Joya
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
mai.n ne thak-haar ke jab zaad-e-safar kholaa hai
ek ummiid bhii saamaan se baahar aa.ii
Aziz Nabeel
Ghazal
dil dukhaayaa na kisii shaKHs kaa dil to.Daa hai
mere hamraah yahii zaad-e-safar jaa.egaa
Fasih Akmal
Ghazal
tuu KHaana-zaad-e-zulf ko aazaad kyuu.n kare
mai.n to tiraa Gulaam huu.n mai.n aadmii nahii.n