SEARCH RESULTS
Showing search results for "zahr-e-habs"
Ghazal MATCHES FOR "zahr-e-habs"
Ghazal
pe.Do.n pe shaaKHcho.n kaa phir jism TuuTtaa hai
phir zahr-e-habs phailaa har-shaaKH-e-gulsitaa.n tak
Saghar Mashhadi
Ghazal
Siddique Afghani
Ghazal
ab zahr-e-habs sehn-e-chaman kii hai zindagii
'saaGar' amiin-e-nik.hat-e-gulzaar kyaa kare.n
Saghar Mashhadi
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Meer Hasan
Ghazal
zahr-e-Gam-e-hayaat gavaaraa thaa kab magar
ye silsila bhii terii tamanna se jaa milaa
Afzal Kiratpuri
Ghazal
zahr-e-tanhaa.ii-e-Gam pii ke mohabbat me.n 'KHayaal'
kis tarah maut ko jiine kaa sahaaraa kahiye
Faiz ul Hasan Khayal
Ghazal
kabk kii tarah ye loTe abhii a.ngaaro.n par
bhTiyaa.n mai kii jo ho.n zahr-e-makaan-e-vaa.iz
Meer Kallu Arsh
Ghazal
hai dalne ko chhaatii pe tirii muu.ng KHat-e-sabz
gar zahr-e-Gam-e-hijr khilaayaa to hu.aa kyaa
Shah Naseer
Ghazal
pii jaate hai.n zahr-e-Gam-e-hastii ho ki mai ho
ham saa bhii zamaane me.n balaa-nosh na hogaa
Anjum Rumani
Ghazal
tanhaa pa.De ta.Dapnaa vo ik kunj-e-dard me.n
piinaa vo zahr-e-talKHii-e-lamhaat der tak
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
piyaa jo zahr-e-Gam-e-ziist a.ngbii.n kii tarah
nikhar gayaa huu.n kisii ruu-e-aasmaa.n kii tarah
Khawar Rizvi
Ghazal
darmiyaa.n gar na tiraa vaada-e-fardaa hotaa
kis ko manzuur ye zahr-e-Gam-e-duniyaa hotaa
Anwar Masood
Ghazal
mai.n zahr-e-ishq-e-zulf se 'shaidaa' bachuu.ngaa kyaa
mujh ko ye saa.np kaaT ke yaksar palaT gayaa
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
dayaar-e-habs me.n bujhte hu.e charaaGo.n ko
zaraa sahaaraa havaa kaa mile charaaGo.n ko
Saim Ji
Ghazal
zahr-e-chashm-e-saaqii me.n kuchh ajiib mastii hai
Garq kufr o iimaa.n hai.n daur-e-mai-parastii hai