SEARCH RESULTS
Showing search results for "zambiil"
Ghazal MATCHES FOR "zambiil"
Ghazal
Qaisarul Jafri
Ghazal
sub.h-e-nau ke liye zambiil-e-talab laa.e hai.n
dasht-e-viiraa.n me.n siyah raat ke maare hu.e log
Aamir Shauqi
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
abad talak ke manaazir sameT lete hai.n
zaraa sii aa.nkh ko zambiil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Ghazal
aa.nkh masruuf hai zambiil-e-hunar bharne me.n
kis ne rakkhii hai kashish arz o samaa me.n aisii
Tauqeer Taqi
Ghazal
sikka-e-daaG o zar-e-Gam se bharaa hai miraa dil
dekh KHaalii mirii zambiil nahii.n ho saktii
Parvez Sahir
Ghazal
Ataul Hasan
Ghazal
phir siyaahii ne sameTaa miraa saamaan aa kar
kul asaasa miraa ik shaam kii zambiil me.n thaa
Nomaan Shauque
Ghazal
us ne har soch kii zambiil ulaT kar rakh dii
aur mai.n KHvaab dikhaane kaa sazaa-vaar hu.aa
Aqeel Abbas
Ghazal
baa.ndhaa thaa jo bhii ghar se vo zambiil me.n nahii.n
aaKHir ko de gayaa hame.n zaad-e-safar fareb
Rustam Nami
Ghazal
zambiil zindagii me.n ba.Do.n kaa diyaa hu.aa
kuchh sikka-e-du.aa ke sivaa aur kuchh nahii.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
thaa jis Ganii ke paas KHaziina-e-ilm-o-fan
vo 'ahd-e-nau ke haath me.n zambiil ho gayaa
Hira Nand Soz
Ghazal
zambiil hai amar kii dil-e-fikr-KHez ye
is ko kisii tarah se na zinhaar to.Diye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Anees Ansari
Ghazal
seemab zafar
Ghazal
ye kyaa labo.n se ko.ii kiran phuuTtii nahii.n
zambiil-e-qalb dard se KHaalii na ho kahii.n
Mushtaq Ahmad Mushtaq
Ghazal
jis zambiil me.n tum yaade.n bhar aa.e ho
saa.np bhii ek dharaa hai saath KHaziine me.n