SEARCH RESULTS
Showing search results for "zambiil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zambiil"
Ghazal
Qaisarul Jafri
PAGE MATCHES FOR "zambiil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zambiil"
Ghazal
abad talak ke manaazir sameT lete hai.n
zaraa sii aa.nkh ko zambiil karne vaale log
Tauqeer Taqi
Ghazal
aa.nkh masruuf hai zambiil-e-hunar bharne me.n
kis ne rakkhii hai kashish arz o samaa me.n aisii
Tauqeer Taqi
Nazm
an-paDh gunge ka rajaz
merii haibat se zamiin maqnaatiis bantii hai
aur havaa kohrbaa.ii kartii hai
Ahmad Javaid
Ghazal
sikka-e-daaG o zar-e-Gam se bharaa hai miraa dil
dekh KHaalii mirii zambiil nahii.n ho saktii
Parvez Sahir
Ghazal
Ataul Hasan
Ghazal
phir siyaahii ne sameTaa miraa saamaan aa kar
kul asaasa miraa ik shaam kii zambiil me.n thaa
Nomaan Shauque
Ghazal
us ne har soch kii zambiil ulaT kar rakh dii
aur mai.n KHvaab dikhaane kaa sazaa-vaar hu.aa













