SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamzame"
Ghazal MATCHES FOR "zamzame"
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vajd me.n laate hai.n mujh ko bulbulo.n ke zamzame
aap ke nazdiik baa-ma.anii sadaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
aaKHirii saa.ns bane zamzam-e-huu apnaa
saaz-e-mizraab-e-fanaa taar-e-rag-e-jaa.n ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
phaa.nsiyaa.n ugtii rahii.n zindaa.n ubharte hii rahe
chand diivaane junuu.n ke zamzame gaate rahe
Ali Sardar Jafri
Ghazal
'aazaad' saaz-e-dil pe hai.n raqsaa.n vo zamzame
KHud sun sakuu.n magar na kisii ko sunaa sakuu.n
Jagan Nath Azad
Ghazal
zamzame sun kar mire sayyaad-e-gul-ruu ne kahaa
zab.h kiije aise bulbul ko na chho.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
fanaa ke zamzame ranj-o-mehan ke afsaane
yahii mile hai.n na.ii zindagii ko nazraane
Zehra Nigaah
Ghazal
bikhar bikhar ga.e alfaaz se adaa na hu.e
ye zamzame jo kisii dard kii davaa na hu.e
Zafar Iqbal
Ghazal
aap ke naaro.n me.n lalkaaro.n me.n kaise aa.e.nge
zamzame jo an-kahii ik pyaar kii bolii me.n the
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
jin me.n na josh ho 'zafar' vo mire zamzame nahii.n
dil se jo kheltii uThe us ko mirii navaa samajh
Sirajuddin Zafar
Ghazal
jin ke ho.nTo.n par sadaa rahte hai.n tere zamzame
un ke siino.n me.n kaTaare.n zindagii ai zindagii
Jaleel Hashmi
Ghazal
ik aag sii lagii hai zamaane me.n har taraf
kyaa jaane zamzame ye kis aatish-zabaa.n ke hai.n
Yagana Changezi
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
Tuk suniyo zamzame mire dil ke ki baaG me.n
kab is tarah kaa murG-e-KHush-alhaa.n hai duusraa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Hasan Naim
Ghazal
go zamzame hazaar hai.n lekin sivaa.e ishq
haasil kisii se lazzat-e-kaam-o-dahan kahaa.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
zamzame KHaana-e-sayyaad ke kyuu.n guu.njte hai.n
kyaa ko.ii taaza giraftaar hu.aa mere baad