SEARCH RESULTS
Showing search results for "zara baba entry"
Ghazal MATCHES FOR "zara baba entry"
Ghazal
mirii tavajjoh bas ek nuqte pe murtakiz hai
mai.n apnii quvvat ko ek zarra banaa rahaa huu.n
Anjum Saleemi
Ghazal
jo de rahe hai.n mujhe aane vaale kal kii KHabar
zaraa banaa ke dikhaa.e.n to zaa.iche apne
Sajid Raheem
Ghazal
iz.haar karte dil kii KHamoshii zaraa bataa
badlaa hai Gam ki Gam kaa mudaavaa badal gayaa
Mohammad Iftikharul Haq Samaj
Ghazal
ye log zaraa der ko Tal jaa.e.n to 'baabar'
mai.n dekh luu.n kyaa vaqt hu.aa hai mire dil me.n
Idris Babar
Ghazal
talKH-tar aur zaraa baada-e-saafii saaqii
mere siine me.n KHas-o-KHaar hai.n kaafii saaqii
Aziz Hamid Madni
Ghazal
na mere dil se haTaa.o ridaa-e-jaanaa.n ko
ki mere dil ko zaraa baa-libaas rahne do
Kashif Akhtar
Ghazal
har zarra baa-kamaal hai har pattaa be-misaal
duniyaa me.n KHud se ko.ii na kam-tar milaa mujhe
Fawad Ahmad
Ghazal
vo kyaa hai kaun hai ye to zaraa bataa mujh ko
ki jis ne sang me.n tabdiil kar diyaa mujh ko
Aslam Aazad
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
Faisal Mahmood
Ghazal
dil hai hariif partav-e-husn-e-shabaab kaa
zarra banaa hu.aa hai javaab aaftaab kaa