SEARCH RESULTS
Showing search results for "zaraafat"
Ghazal MATCHES FOR "zaraafat"
Ghazal
ko.ii kuchh kahe ab tumhe.n kuchh na bolo
vo tezii kahaa.n vo zaraafat kahaa.n hai
Nizam Rampuri
Ghazal
Gairo.n se vo KHalvat me.n hai mashGuul-e-zaraafat
ham rashk ke maare pas-e-diivaar kha.De hai.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Gamgiin huu.n latiife hai.n phir bhii zabaan par
qaa.em rahe ye zauq-e-zaraafat KHudaa kare
Javed Jamil
Ghazal
un ko de kuchh, mat zaraafat un se kar
le na ai naadaa.n atiito.n ke sharaap
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHuubaa.n ko kis tarah se lagaa le hai baat me.n
bandaa huu.n apnii tab-e-zaraafat-ma.aab kaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
miltii na charaa-gaah-e-siyaasat me.n agar ghaas
maidaan-e-zaraafat me.n tuu chartaa ko.ii din aur
Hashim Azimabadi
Ghazal
kartaa hii nahii.n ko.ii mataanat kii kabhii baat
hotii hai faqat tanz-o-zaraafat kii abhii baat
M. S. Rahi
Ghazal
jise tuu shaan se sar par uThaa.e phirtaa hai
usii zaraafat-e-dil kaa dharaa kabhii mai.n thaa
Mansoor Mahboob
Ghazal
'zariif' aap kaa rang hai sab se chokhaa
zaraafat me.n hai.n aap 'akbar' ke chele
Zareef Dehlvi
Ghazal
hamesha kyaa piyuu.ngaa mai.n isii kohna-sifaalii mai.n
mire aage kabhii to saaGar-e-zarfaam aa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
kyaa fikr-e-aab-o-naan ki Gam kah rahaa hai ab
maujuud huu.n ziyaafat-e-dil aur jigar ko mai.n
Ismail Merathi
Ghazal
'naziir' yaar kii ham ne jo kal ziyaafat kii
pakaayaa qarz ma.ngaa kar polaav aur quliyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
miraa dil hai zar-baft kaa kaarKHaana
nahii.n munj kuu.n baazaar vaalaa kaa haajat
Quli Qutub Shah
Ghazal
balaa-e-bad hu.ii daaGo.n se sardii-e-kaafuur
suluuk nek zaraa.at se zhaala kyaa kartaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai Gam-e-dost ziyaafat mai.n tirii kyaa kartaa
ek KHuraak se raashan hii ziyaada na milaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
to.D detii hai zaraa-bhar me.n charaaGo.n kaa Guruur
ai havaa dekh chuke hai.n tire jalve ham log
Haneef Rahi
Ghazal
aaj kii shab kisii bhuuke kii ziyaafat kar de
ghar me.n tere nahii.n 'ahsan' ko.ii mehmaa.n na sahii
Ahsan Aazmi
Ghazal
tavangaro.n kii ziyaafat ko jaan jaa.oge
zaraa ye qiimtii kap.De badal ke dekho to