SEARCH RESULTS
Showing search results for "zarii-posh"
Ghazal MATCHES FOR "zarii-posh"
Ghazal
mah hai agar juu-e-shiir tum bhii zarii-posh ho
duudh chhaTii kaa use yaad dilaane chalo
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
daaG ho jaa.egaa ye taaj zarii kaa ai sham.a
jii jalaane ko na KHuubaan-e-zarii-posh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
chehro.n pe zar-posh andhere phaile hai.n
ab jiine ke Dha.ng ba.De hii mah.nge hai.n
Ambar Bahraichi
Ghazal
nikle ho kis bahaar se tum zard-posh ho
jis kii naved pahu.nchii hai ra.ng-e-basant ko
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
vo zard-posh jis kuu.n bhar aaGosh me.n liyaa
goyaa ki tab gale sii.n lagaa.ii basant rut
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
aap ho jaa.e hai us teG nigah ke aage
garche aa.iine ke jauhar se zaraa poshii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
tamaam raat guzaarii hai maah-o-anjum me.n
ai sub.h mujh se zaraa pesh aa mohabbat se
Poonam Meera
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
jo na naqd-e-daaG-e-dil kii kare sho'la paasbaanii
to fasurdagii nihaa.n hai ba-kamiin-e-be-zabaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
ashk piinaa pa.Daa Gam chhupaanaa pa.Daa
tum se mil kar hame.n muskuraanaa pa.Daa
Gulab Zakhmi
Ghazal
Jamshed Masroor
Ghazal
ki pesh-KHema yaqiinan thaa vo tabaahii kaa
jo ik sukuut thaa tuufaan se zaraa pahle
Waseem Malik
Ghazal
imtihaa.n zarf kaa rindo.n ke rahaa pesh-e-nazar
aaj saaqii ne kisii jaam ko bharne na diyaa
Saqib Azimabadi
Ghazal
aur phir chehra-e-KHaashaak badal jaa.egaa
ek din mausam-e-saffaak badal jaa.egaa