SEARCH RESULTS
Showing search results for "zebaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "zebaa.ii"
Ghazal
chaa.nd nikle kisii jaanib tirii zebaa.ii kaa
ra.ng badle kisii suurat shab-e-tanhaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gulaamii kyaa hai zauq-e-husn-o-zebaa.ii se mahruumii
jise zebaa kahe.n aazaad bande hai vahii zebaa
Allama Iqbal
Ghazal
kaisii zebaa.ii hai jab se tumhe.n chaahaa ham ne
aur chaahe.nge tumhe.n aur sanvaare.nge tumhe.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
kaise kaise chashm o aariz gard-e-Gam se bujh ga.e
kaise kaise paikaro.n kii shaan-e-zebaa.ii ga.ii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
afsuun-e-tamannaa se bedaar hu.ii aaKHir
kuchh husn me.n be-taabii kuchh 'ishq me.n zebaa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Sabiha Saba
Ghazal
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
hai ishq kii shorish se raanaa.ii o zebaa.ii
jo KHuun uchhaltaa hai vo ra.ng-e-gulistaa.n hai
Asghar Gondvi
Ghazal
Jawed Ahmad
Ghazal
diid se pyaas bujhe chashm-e-tamannaa kii kabhii
husn-e-zebaa se dil-e-zaar kii zebaa.ii ho
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
kuchh bhii na us kii ziinat-o-zebaa.ii se hu.aa
jitnaa fasaad hai mirii yaktaa.ii se hu.aa
Zafar Iqbal
Ghazal
har qadam aa.ina diivaana hu.aa jaataa hai
har jagah kis kaa ye aks-e-ruKH-e-zebaa.ii hai
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
mirii nigaah me.n hai vo hariim-e-zebaa.ii
kaniiz ban ke jahaa.n mariyam-e-bahaar rahe