SEARCH RESULTS
Showing search results for "zero"
Ghazal MATCHES FOR "zero"
Ghazal
hai mirii umr jo hairaan tamaashaa.ii hai
aur ik lamha hai jo zer-o-zabar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
badlaa jo rang vaqt ne manzar badal ga.e
aahan-misaal log bhii zer-o-zabar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
ishq se paidaa navaa-e-zindagii me.n zer-o-bam
ishq se miTTii kii tasviiro.n me.n soz-e-dam-ba-dam
Allama Iqbal
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
zer-o-bam se saaz-e-KHilqat ke jahaa.n bantaa gayaa
ye zamii.n bantii ga.ii ye aasmaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ise sambhaal, hu.aa jaa rahaa hai zer-o-zabar
ki dil pe laa.ii hu.ii sab hai.n aafate.n terii
Anjum Irfani
Ghazal
aashiq-e-zulf ko do bosa-o-KHatt-o-abruu
mus.haf-e-ruKH pe likhuu.n zer-o-zabar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
baat karne me.n jo lab us ke hu.e zer-o-zabar
ek saa.at me.n tah-o-baalaa zamaana ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
garmi-e-raftaar se vo aag hai zer-e-qadam
mere naqsh-e-paa charaaG-e-rahguzar ho jaa.e.nge
Saleem Ahmed
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
tumhaare lahje kaa ye zer-o-bam qayaamat hai
kabhii rafiiq kabhii naa-shanaas lagte ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
kis kaa chehraa banaatii hai.n ye saa.ate.n
vaqt kaa zer-o-bam kis ke hone se hai
Athar Nafees
Ghazal
shaamil-e-anfaas the naGmaat-e-aish-o-imbisaat
zindagii ke saaz kaa har zer-o-bam shaahaana thaa