SEARCH RESULTS
Showing search results for "zero"
Nazm MATCHES FOR "zero"
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
fitna-e-fardaa kii haibat kaa ye aalam hai ki aaj
kaa.npte hai.n kohsaar-o-murG-zaar-o-juu.ebaar
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
silsila-e-roz-o-shab saaz-e-azal kii fuGaa.n
jis se dikhaatii hai zaat zer-o-bam-e-mumkinaat
Allama Iqbal
Nazm
nai tahzib
kisii ko is taGayyur kaa na his hogaa na Gam hogaa
hu.e jis saaz se paidaa usii ke zer-o-bam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
dariyaa kaa mo.D naGma-e-shiirii.n kaa zer-o-bam
chaadar shab-e-nujuum kii shabnam kaa raKHt-e-nam
Josh Malihabadi
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
inqalab-e-hind
maGrib o mashriq nazar aane lage zer-o-zabar
inqalaab-e-hind hai saare jahaa.n kaa inqalaab
Zafar Ali Khan
Nazm
hama-ust
aur ab aisii baato.n pe mai.n
zer-e-lab bhii kabhii muskuraataa nahii.n huu.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat
barbat o cha.ng o suruud o arGanuu.n ke zer-o-bam
dil-kashii pardo.n kii aavaazo.n ke jaaduu taal sam
Shaad Aarfi
Nazm
ek sakit raat ka azab
mire bedroom me.n zero ke balb kii...
lahuu-ra.ng raushnii sahmii hu.ii hai
Anjum Saleemi
Nazm
marsiya-e-dehli 4
raat aaKHir hu.ii aur bazm hu.ii zer-o-zabar
ab na dekhoge kabhii lutf-e-shabaana hargiz