SEARCH RESULTS
Showing search results for "zi-bas"
Ghazal MATCHES FOR "zi-bas"
Ghazal
mai.n kar na paayaa zabt zi-bas chiiKHtaa rahaa
jab aa.ii mujh ko yaad qafas chiiKHtaa rahaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Khan Arzoo Sirajuddin Ali
Ghazal
shorish se chashm-e-tar kii zi-bas Garq-e-aab huu.n
din raat bahr-e-Gam me.n ba-ra.ng-e-hubaab huu.n
Waliullah Muhib
Ghazal
jaanaa zi-bas zaruur thaa us jalva-gaah me.n
ham dair-o-kaa'ba chho.D ga.e dono.n raah me.n
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
agarche dil thaa Gamo.n se figaar aur rahaa
magar gila thaa zi-bas naagavaar aur rahaa
Abdul Aziz Fitrat
Ghazal
aashob-e-qayaamat se zi-bas KHauf hai sab ko
do chaar qadam bhii unhe.n chalne nahii.n dete
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Abaan Asif Kachkar
Ghazal
Anees Sultana
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
zi-bas-ki jalva-e-sayyaad hairat-aaraa hai
u.Dii hai safha-e-KHaatir se suurat-e-parvaaz
Mirza Ghalib
Ghazal
zi-bas ki aatish-e-Gam shola-zan hai siine me.n
girii.n hai.n ashk kii jaagah sharaar aa.nkho.n se
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
martaa huu.n tire vaaste rotaa huu.n zi-bas yaar
hai sail mirii chashm me.n girdaab kii gardish