SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "zindaa.n"
Ghazal
maqtal-e-jaa.n se ki zindaa.n se ki ghar se nikle
ham to KHushbuu kii tarah nikle jidhar se nikle
Ummeed Fazli
Ghazal
khul kar aaKHir jahl kaa elaan honaa chaahiye
haq-parasto.n ke liye zindaan honaa chaahiye
Fariha Naqvi
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa hai
shahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
paa-e-kuubaa.n ko.ii zindaa.n me.n nayaa hai majnuu.n
aatii aavaaz-e-salaasil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Mustafa Zaidi
Ghazal
ghar ke zindaa.n se use fursat mile to aa.e bhii
jaa.n-fazaa baato.n se aa ke meraa dil bahlaa.e bhii
Habib Jalib
Ghazal
kyaa farz hai ye jism ke zindaa.n me.n sazaa de
mai.n KHaak agar huu.n to havaa.o.n me.n u.Daa de
Shahid Kabir
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkhe.n khulii.n ki vaa dar-e-zindaan ho gayaa
mai.n raushnii ko dekh ke hairaan ho gayaa
Mohsin Changezi
Ghazal
nafrato.n kii na.ii diivaar uThaate hu.e log
kyaa ajab log hai.n zindaan banaate hu.e log
Ahtamam Sadiq
Ghazal
sab to.D dii.n huduud miraa dil nahii.n lagaa
zindaan thaa vujuud miraa dil nahii.n lagaa
Komal Joya
Ghazal
sahn-e-chaman hai gosha-e-zindaa.n tire baGair
ma.amuura-e-hayaat hai viiraa.n tire baGair