SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaan-e-tiirgii"
Ghazal MATCHES FOR "zindaan-e-tiirgii"
Ghazal
nikal to aa.e hai.n zindaan-e-tiirgii se magar
ye sochte hai.n hame.n kuchh nazar bhii aa.egaa
Rahman Khawar
Ghazal
mil jaa.egaa mujhe bhii ujaalo.n kaa raasta
zindaan-e-tiirgii se nikalne to de mujhe
Hafeez Shahid
Ghazal
zindaan-e-tiirgii me.n muqayyad hai.n aaj bhii
paidaa hu.e the sub.h ke aasaar kyaa hu.e
Ali Wijdan
Ghazal
ai KHudaa zabt ke zindaa.n me.n ko.ii dar kar de
yaa use mom banaa yaa mujhe patthar kar de
Zafar Ibn-e-Mateen
Ghazal
aazaad kar rahe hai.n ziyaarat asiir kii
kis ke qadam se aalam-e-zindaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
lagtaa hai ki diivaano.n ko raas aa gayaa zindaa.n
muddat se kha.Daktii nahii.n zanjiir kisii kii
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
go chaak hu.aa dil magar armaan na nikle
be-faa.eda kholaa dar-e-zindaan-e-tamannaa
Fani Badayuni
Ghazal
mastii me.n khii.nch lete hai.n zindaan-e-mai-parast
daaman paka.D ke rahmat-e-parvardigaar kaa
Abdussalam Nadvi
Ghazal
zindaan-e-roz-o-shab me.n hai ham sab ko umr-qaid
ko.ii bachaa.e aa ke mire KHaandaan ko
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
to.Dne jab bhii chalaa zindaan-e-aab-o-gil ko mai.n
jaanii-pahchaanii hu.ii aavaaz ik aa.ii ki bas
Hamdoon Usmani
Ghazal
zindaan-e-zauq-o-shauq me.n un kaa asiir-e-‘ishq
chup-chaap ho gayaa dar-o-diivaar dekh kar
Bismil Allahabadi
Ghazal
kise qubuul thaa zindaan-e-aab-o-gil lekin
ab aur us ke sivaa ko.ii raasta to na thaa
Rahman Khawar
Ghazal
bajaa ki dil nahii.n zindaan-e-be-KHudii kaa asiir
magar ye qaid-e-anaa se kahaa.n rahaa hogaa
Arif Abdul Mateen
Ghazal
shaah-raah-e-aarzuu par do qadam chalne ke ba.ad
husn-e-qismat se dar-e-zindaan-e-ulfat khul gayaa
Saba Naqvi
Ghazal
hisaar-e-zaat ke zindaan-e-be-amaa.n kii KHair
Gubaar-e-raah kii suurat hii muntashar kar de
Wakil Akhtar
Ghazal
ik raushnii kaa taKHt mujhe lene aa.egaa
zindaan-e-tang-o-taar se nikluu.ngaa ek roz
Ashraf Yousafi
Ghazal
ik raushnii kaa taKHt mujhe lene aa.egaa
zindaan-e-tang-o-taar se nikluu.ngaa ek roz