SEARCH RESULTS
Showing search results for "zindaan-e-tiirgii"
Nazm MATCHES FOR "zindaan-e-tiirgii"
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
zindaan-e-rah-e-yaar me.n paaband hu.e ham
zanjiir-ba-kaf hai na ko.ii band-bapaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek jila-watan ki wapsi
phir KHabar garm hai vo jaan-e-vatan aataa hai
phir vo zindaanii-e-zindaan-e-vatan aataa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shauq-e-gurezan
ishrat-e-jahl-o-tiirgii mat chhiin
mahram-e-raaz-e-do-jahaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
Dhalti raat
abhii zindaan-e-KHamoshii ke siyah hujre me.n
sun rahaa huu.n kisii naagin kii musalsal phunkaar
Takht Singh
Nazm
fareb
ab bhii zindaan-e-Gulaamii se nikal sakte hai.n
apnii taqdiir ko ham aap badal sakte hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
ruhon ka hawala pyar
dil ke madfan par tho.Dii sii jagah de de.n
suno ham zinda hai.n zindaan-e-mohabbat me.n
Saima Jabeen Mahak
Nazm
raqs-e-musalsal
chalii jo chhuuT ke zindaan-e-vaqt se aavaaz
'ubuur kar ga.ii maazii ke be-karaa.n lamhe
Aziz Tamannai
Nazm
26 january
sahraa-e-tiirgii me.n bhaTaktii hai zindagii
ubhre the jo ufuq pe vo mahtaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
aulad
nafas-nafas pe ye ehsaas-e-tiirgii kaisaa
palak palak me.n sitaare piro rahii ho kyo.n
Qaisarul Jafri
Nazm
fasana-e-adam
magar zamii.n kii kashish ne suu-e-zamii.n khii.nchaa
kiyaa pasand ye zindaan-e-unsurii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
iltija
kab talak baad-e-sabaa zindaan-e-shab me.n qaid ho
kab talak dahke.nge sho.ale hijr ke gulzaar me.n
Faisal Fehmi
Nazm
aazadi
hamaare zor se zanjiir-e-tiirgii TuuTii
hamaaraa soz hai maah-e-tamaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hujum
so zamiin saaya-e-tiirgii kii misaal mere aqab me.n hai
mujhe nii.nd se jo uThaa ke jur.a-e-aab de
Mohammad Anvar Khalid
Nazm
husn aur mazduri
sar-zamiin-e-ra.ng-o-buu par aks-e-gulKHan taa-kujaa?
paak siitaa ke liye zindaan-e-raavan taa-kujaa?