SEARCH RESULTS
Showing search results for "zo.am"
Ghazal MATCHES FOR "zo.am"
Ghazal
thaa jinhe.n zo.am vo dariyaa bhii mujhii me.n Duube
mai.n ki sahraa nazar aataa thaa samundar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tujh ko bhii zo.am saa rahtaa thaa masiihaa.ii kaa
aur ham bhii tire biimaar hu.aa karte the
Saleem Kausar
Ghazal
aaj aayaa hai hame.n bhii un u.Daano.n kaa KHayaal
jin ko tere zo.am me.n be-baal-o-par karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
vo apne zo.am me.n thaa be-KHabar rahaa mujh se
use gumaa.n bhii nahii.n mai.n nahii.n rahaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
chale the yaar ba.De zo.am me.n havaa kii tarah
palaT ke dekhaa to baiThe hai.n naqsh-e-paa kii tarah
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
hame.n zo.am rahaa ki ab vo pukaare.nge
unhe.n ye zid thii ki har baar ham sadaa de.nge
Wasi Shah
Ghazal
Naz Khialvi
Ghazal
chaal par phir se numaayaa.n thaa dil-aavezii kaa zo.am
jis ko vaapas aate aate kis qadar arsa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
ham kisii zo.am me.n naaraaz hu.e hai.n tujh se
ham kisii baat pe auqaat se nikle hu.e hai.n
Nadeem Bhabha
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
bahut thaa zo.am jinhe.n apnii shah-savaarii par
gire kuchh aise ke siine ke bal ghisaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
mujhe ye zo.am ki mai.n husn kaa musavvir huu.n
unhe.n ye naaz ki tasviir to hamaarii hai
Shabnam Rumani
Ghazal
mai.n us galii me.n gayaa le ke zo.am-e-rusvaa.ii
magar mujhe to vahaa.n ko.ii jaantaa hii na thaa