SEARCH RESULTS
Showing search results for "zubaida"
Ghazal MATCHES FOR "zubaida"
Ghazal
chaa.ndnii raat hai taaro.n kaa jahaa.n hai ai dost
zindagii saahil-e-dariyaa pe ravaa.n hai ai dost
Zubaida Tahseen
Ghazal
mausam hai saazgaar Gazal kah rahe hai.n ham
dil par hai iKHtiyaar Gazal kah rahe hai.n ham
Zubaida Tahseen
Ghazal
Zubaida Tahseen
Ghazal
Zubaida Tahseen
Ghazal
Daraa sakii na tavahhum kii tiirgii mujh ko
milii charaaG-e-yaqii.n se vo raushnii mujh ko
Zubaida Begam Shama
Ghazal
gulshan me.n abhii jashn kaa ha.ngaam nahii.n hai
gardish me.n abhii gardish-e-ayyaam nahii.n hai
Zubaida Tahseen
Ghazal
chaman chaman se rang-o-buu kii aaj vo phuvaar uThe
na.ii bahaar aa.ii hai nazar nazar pukaar uThe
Zubaida Begam Shama
Ghazal
'azm-e-javaa.n se kaam liyaa hai kabhii-kabhii
suuraj kaa ba.Dh ke jaam liyaa hai kabhii-kabhii
Zubaida Begam Shama
Ghazal
gulzaar khilaa Daalaa jis raah se ham guzre
chunte hu.e KHaaro.n ko zaKHmo.n kii qasam guzre
Zubaida Begam Shama
Ghazal
ham ne sochaa thaa bahaaro.n me.n khulegaa gulshan
zindagaanii kii ka.Dii dhuup hai aa.ngan aa.ngan
Zubaida Tahseen
Ghazal
raaste jo bhii chamak-daar nazar aate hai.n
sab terii o.Dhnii ke taar nazar aate hai.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
vo paas kyaa zaraa saa muskuraa ke baiTh gayaa
mai.n is mazaaq ko dil se lagaa ke baiTh gayaa
Zubair Ali Tabish
Ghazal
ab us kaa vasl mah.ngaa chal rahaa hai
to bas yaado.n pe KHarcha chal rahaa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
tumhaare Gam se tauba kar rahaa huu.n
ta.ajjub hai mai.n aisaa kar rahaa huu.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
Zubair Ali Tabish
Ghazal
vaise tuu mere makaa.n tak tuu chalaa aataa hai
phir achaanak se tire zehn me.n kyaa aataa hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
baiThe-baiThe ik dam se chau.nkaatii hai
yaad tirii kab dastak de kar aatii hai
Zubair Ali Tabish
Ghazal
dil phir us kuuche me.n jaane vaalaa hai
baiThe-biThaa.e Thokar khaane vaalaa hai