SEARCH RESULTS
Showing search results for "زمین"
Ghazal MATCHES FOR "زمین"
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
kitnaa hai bad-nasiib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n Dhuu.nDtaa huu.n jise vo jahaa.n nahii.n miltaa
na.ii zamiin nayaa aasmaa.n nahii.n miltaa
Kaifi Azmi
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
dekhe hai.n ham ne daur ka.ii ab KHabar nahii.n
paa.o.n tale zamiin hai yaa aasmaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
kisii ne chuum ke aa.nkho.n ko ye du.aa dii thii
zamiin terii KHudaa motiyo.n se nam kar de
Bashir Badr
Ghazal
vo marhala hai ki ab sail-e-KHuu.n pe raazii hai.n
ham is zamiin ko shaadaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Bashir Badr
Hindi Ghazal
tumhaare paa.nv ke niiche ko.ii zamiin nahii.n
kamaal ye hai ki phir bhii tumhe.n yaqiin nahii.n
Dushyant Kumar
Ghazal
mirii zamiin miraa aaKHirii havaala hai
so mai.n rahuu.n na rahuu.n is ko baarvar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
zamii.n se ek ta.alluq ne baa.ndh rakkhaa hai
badan me.n KHuun nahii.n ho to haDDiyaa.n u.D jaa.e.n
Rahat Indori
Ghazal
ik raushnii kii maut maruu.ngaa zamiin par
jiine kaa is jahaan me.n haq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
barsaat aa ga.ii to darakne lagii zamiin
suukhaa machaa rahii hai ye baarish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
ho.n laakh zulm magar bad-du'aa nahii.n de.nge
zamiin maa.n hai zamii.n ko daGaa nahii.n de.nge