SEARCH RESULTS
Showing search results for "'एहसान'"
Nazm MATCHES FOR "'एहसान'"
Nazm
raqib se!
ham pe mushtarka hai.n ehsaan Gam-e-ulfat ke
itne ehsaan ki ginvaa.uu.n to ginvaa na sakuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taswir-e-dard
davaa har dukh kii hai majruuh-e-teG-e-aarzuu rahnaa
ilaaj-e-zaKHm hai aazaad-e-ehsaan-e-rafuu rahnaa
Allama Iqbal
Nazm
aurat
qaa.em usii aurat se mohabbat kii fazaa hai
aurat kii ataa asal me.n ehsaan-e-KHudaa hai
Rahbar Jaunpuri
Nazm
payam-e-amal
gar qaum kii KHidmat kartaa hai
ehsaan tuu kis par dhartaa hai
Mohammad Farooq Deewana
Nazm
bachpan
ko.ii kaash mujh par ye ehsaan kar de
kii bachpan ke kuchh pal mere naam kar de
Nitin Nayab
Nazm
ustad
shukr ke jazbaat se gardan jhukaa letaa huu.n mai.n
yaad aataa hai mujhe ehsaan jab ustaad kaa
Faiz Ludhianvi
Nazm
id mubarak ho
rab ne rakkhaa maan iid mubaarak ho
sab us kaa ehsaan iid mubaarak ho
Ataur Rahman Tariq
Nazm
barish ka pahla qatra
kar guzro jo ho sake kuchh ehsaan
Daalo murda zamiin me.n jaan
Ismail Merathi
Nazm
yaum-e-mazdur
aur apne ta.ii.n kaar-e-muqaddas ko nibhaa kar
har saal ye ehsaan jataate hai.n ba.De log
Neel Ahmed
Nazm
hum KHud bhi apne sath nahin
Gurbat kii tiira-baKHtii ne
kuchh qismat ke ehsaan ne bhii
Pirzada Qasim
Nazm
rah-e-farar
faraamosh-gaarii kaa ehsaan maano
ye sab kal kii baate.n hai.n, bosiida baate.n