SEARCH RESULTS
Showing search results for "'haafiz'-e-haq-pasand"
Nazm MATCHES FOR "'haafiz'-e-haq-pasand"
Nazm
haq-pasandi
zamaana ab bhii mujhe hosh-mand kahtaa hai
naqiib-e-sidq-o-safaa haq-pasand kahtaa hai
Danish Farazi
Nazm
tarjuman-e-mustaqbil
tirii nigaah ki hai paasbaan-e-mustaqbil
sunaa rahii hai hame.n daastaan-e-mustaqbil
Masood Akhtar Jamal
Nazm
meri shaeri
ye naala miraa jo hai paaband-e-nai bhii
miraa sher shiisha bhii nashsha bhii mai bhii
Hafeez Jalandhari
Nazm
saKHawat
ai 'haafiz' saKHaavat har ik lamha karnaa
saKHii ban ke jiinaa saKHii ban ke marnaa
Hafiz Karnataki
Nazm
taaruf
aib jo haafiz o KHayyaam mai.n thaa
haa.n kuchh is kaa bhii gunahgaar huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hawa jam-e-sehat tajwiz karti hai
nuqra.ii chashma KHushii se khilkhilaataa hai
parind-e-KHush-guluu
Parveen Shakir
Nazm
nazm kya hai
nazm-e-paaband me.n vazn hogaa myaa.n
aur aazaad me.n bhii hai is kaa nishaa.n
Hafiz Karnataki
Nazm
safar aur musafir
rahtaa hai 'haafiz' safar me.n roz-o-shab
vo safar kaa kartaa hai dil se adab
Hafiz Karnataki
Nazm
shaer
ai 'hafiiz' in nii.nd ke maato.n kii manzil se nikal
kaam hai darpesh daam-e-diida-o-dil se nikal
Hafeez Jalandhari
Nazm
qasida kya hai
hai qasiide me.n saudaa kaa mash.huur naam
ruuh-e-saudaa ko 'haafiz' hamaaraa salaam
Hafiz Karnataki
Nazm
dua ki shaKH par
jab se aa.ii hai nazar mujh ko du.aa kii shaaKH par
ko.npal asar kii
Ameeq Hanafi
Nazm
KHatun-e-mashriq
ilm se rahtii hai paaband-e-shikan jis kii jabii.n
naaz se shaano.n par us kii zulf lahraatii nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
ram
aa.iina-e-KHuluus-o-mohabbat yahaa.n the raam
amn aur shaa.ntii kii zamaanat yahaa.n the raam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
gandhi-jayanti
bhuul ga.ii hai aaj to rahbar-e-haq-nigaah ko
bhuul ga.ii hai aaj tuu mard-e-jahaa.n-panaah ko
Arsh Malsiyani
Nazm
naqsh bar-diwar
mataa-e-dard ko saahab shu.uur kho baiThe
sabaat-e-azm ko mard-e-Guyuur kho baiThe
Bebak Bhojpuri
Nazm
ghaddar
naachne vaale saarii madaarii muhibb-e-vatan
des me.n basne vaalaa har ik sach-pasand
Atif tauqeer
Nazm
naqsh-bar-ab
naqsh-bar-aab hai vaabastagii-e-husn-o-shabaab
nik.hat-e-gul kii tarah ishq hai paaband-e-havaa