SEARCH RESULTS
Showing search results for "'shaaz'"
Nazm MATCHES FOR "'shaaz'"
Nazm
aab o gil
mujhe yaad pa.Dtaa hai ik umr guzrii
lagaavaT kii shabnam me.n lahja Dubo kar
Shaz Tamkanat
Nazm
be-nang-o-nam
raat Dhalte hii ik aavaaz chalii aatii hai
bhuul bhii jaa.o ki mai.n ne tumhe.n chaahaa kab thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
ajnabi
ab ye ehsaas dam-e-fikr-e-suKHan hone lagaa
apnii hii nazmo.n kaa bhuulaa hu.aa kirdaar huu.n mai.n
Shaz Tamkanat
Nazm
dar-guzar
kaun vo log the ab yaad nahii.n aataa hai
phe.nk aa.e the mujhe yuusuf-e-kan.aa.n kii tarah
Shaz Tamkanat
Nazm
ham-zad
vo ik shaKHs jis kii shabaahat se mujh ko
bahut KHvaar o sharminda honaa pa.Daa thaa
Shaz Tamkanat
Nazm
ratjaga
a.ndherii raat havaa tez barshgaal kaa shor
karuu.n to kaise karuu.n sham.a kii nigahbaanii
Shaz Tamkanat
Nazm
qaid-e-hayat o band-e-gham
aaKHir-e-shab kii udaasii nam fazaa.o.n kaa sukuut
zaKHm se mahtaab ke ristaa hai kirno.n kaa lahuu
Shaz Tamkanat
Nazm
pathraw ki chaumukh barkha mein
mai.n shab ke a.ndhere siine me.n
nekii kii kiran ban jaataa huu.n
Shaz Tamkanat
Nazm
chhaTa aadmi
chaandnii kaa nagar dhuup kii sarzamii.n
shahr ke roz o shab merii aa.nkhe.n
Shaz Tamkanat
Nazm
tark-e-talluq
paa-ba-gul raat Dhalegii na sahar aa.egii
ko.ii suuraj kisii mashriq se na niklegaa kabhii
Shaz Tamkanat
Nazm
zamin ka qarz
har ek chiiz numaayaa.n har ek shai pinhaa.n
ki niim roz kaa manzar hai niim shab kii tarah
Shaz Tamkanat
Nazm
sang-abaad ki ek dukan
naa-fariida hai ye duniyaa magar ik KHaaka hai
KHair-o-shar ho.nge magar suurat-e-haalaat judaa
Shaz Tamkanat
Nazm
iqbaal-e-jurm
fikr-o-hunar ke shaaz nagiino.n kaa chor huu.n
mai.n qaafiyo.n kaa chor radiifo.n kaa chor huu.n