SEARCH RESULTS
Showing search results for ",I4u"
Nazm MATCHES FOR ",i4u"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
kyaa vo bhii ganda bachcha hai
yaa us ke abbuu bhaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
KHizr-e-rah
guu.njtii hai jab fazaa-e-dasht me.n baa.ng-e-rahiil
ret ke Tiile pe vo aahuu kaa be-parvaa KHiraam
Allama Iqbal
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
naa is ke haath me.n paisaa hai
naa is ke ammii abbuu hai.n
Ibn۔e۔Insha
Nazm
kal humne sapna dekha hai
vo jis ke nainaa.n aahuu hai.n
jo KHaar bhii hai aur KHushbuu bhii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
dil ek kuTiya dasht kinare
aahuu maa.nge ban kaa ramnaa
bha.nvraa chaahe phuul kii Daalii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
jaane kyun aisa hun main
lambe vaqt se soch rahaa huu.n
jaane kyuu.n aisaa huu.n mai.n
Abu Bakr Abbad
Nazm
ai jahan dekh le!
kal jo mehmaan the ghar ke maalik bane
shaah bhii hai aduu shaiKH bhii hai aduu
Habib Jalib
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
nargis-e-arzaq ke shaidaa diida-e-aahuu bhii dekh
ai sunahrii zulf ke qaidii siyah gesuu bhii dekh
Josh Malihabadi
Nazm
bachpan ka wo zamana
har saal pyaare abbuu laate the ek bakraa
chaara use khilaanaa maidaan me.n ghumaanaa