SEARCH RESULTS
Showing search results for ",JEOL"
Nazm MATCHES FOR ",jeol"
Nazm
intisab
jel-KHaano.n kii shoriida raato.n kii sarsar me.n
jal jal ke anjum-numaa hoga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
zindan ki ek subh
lazzat-e-KHvaab se maKHmuur havaa.e.n jaagii.n
jel kii zahr-bharii chuur sadaa.e.n jaagii.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
yahan se shahr ko dekho
yahaa.n se shahr ko dekho to halqa-dar-halqa
khi.nchii hai jel kii suurat har ek samt fasiil
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tumne likkha hai
is se pahle ki mire ishq par ilzaam dharo
dekh lo husn kii fitrat me.n to kuchh jhol nahii.n
Prem Warbartani
Nazm
mulamma ki anguThi
chaa.ndii kii a.nguuThii pe jo sone kaa cha.Dhaa jhol
ochhii thii lagii bolne itraa ke ba.Daa bol
Ismail Merathi
Nazm
safar aur musafir
zindagii me.n hai safar kaa apnaa rol
ba.Dhtaa hai logo.n se bachcho mel-jol
Hafiz Karnataki
Nazm
qurbani ke bakre
qiimat me.n varna aa.egaa fauran hii itnaa jhol
sone kaa jaise bakraa ho aisaa pa.Degaa mol
Syed Mohammad Jafri
Nazm
sach
abu-jehl ke raaste par chal pa.De ho.n
kahii.n aisaa to nahii.n falsafa-e-shahaadat kaa dars
Injila Hamesh
Nazm
pandrah august
jehl-o-iflaas ke saa.e hai.n ghanere ab bhii
des aazaad hu.e kitne baras biit ga.e
Mahmood Zaki
Nazm
lahu ka Tika
ye uu.nch-niich ye nafrat ye jehl ye iflaas
zamii.n pe kis ne lagaa.e ye zahr ke paude
Muslim Shameem
Nazm
ishwar pararthna
jel-KHaano.n me.n hu.e jaate hai.n ab behaal se
saKHtiyo.n se jabr se aur bhuuk kii ha.Dtaal se