SEARCH RESULTS
Showing search results for ",SLaG"
Nazm MATCHES FOR ",slaG"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
hai ahl-e-dil ke liye ab ye nazm-e-bast-o-kushaad
ki sa.ng-o-KHisht muqayyad hai.n aur sag aazaad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
akele kamre mein
tum aa bhii jaa.o ki guzre hu.e dino.n kii tarah
sulag na jaa.e.n kahii.n hasrato.n kii tasviire.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
ufuq pe Duubte din kii jhapaktii hai.n aa.nkhe.n
KHamosh soz-e-daruu.n se sulag rahii hai ye shaam!
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shri-krishn
khaa ke tandul kahii.n e.azaaz sudaamaa ko diyaa
saag KHush ho ke 'bidur-jii' kaa kiyaa nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
raja rani ki kahani
ek se khaa.e daal chapaatii
ek se khaa.e saag aur paat
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
aur bhi gham hain zamane mein
har a.ndhere ko tamanna hai sulag uThne kii
har KHamoshii ko sadaa ban.ne pe israar hai aaj
Ali Minai
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
kuchh aaise hai.n jo zindagii ko mah-o-saal se naapte hai.n
gosht se saag se daal se naapte hai.n
Akhtarul Iman
Nazm
fana
tarkaarii saag paat zahr amrit aur davaa
zar siim kau.Dii laal zamurrad aur in savaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
teri hansi
falak kaa ek taqaazaa thaa ibn-e-aadam se
sulag sulag ke rahe aur palak jhapak na sake
Mustafa Zaidi
Nazm
jo log raaton ko jagte the
vo rizq-e-KHaashaak ban chuke the
tamaam manzar tamaam chehre jo dhiire dhiire sulag rahe the
Asad Badayuni
Nazm
cigarette
jis tarah hasrato.n ke marghaT me.n
dhiire dhiire sulag rahaa ho dhu.aa.n