SEARCH RESULTS
Showing search results for ",alDL"
Nazm MATCHES FOR ",alDl"
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Nazm
safar ke waqt
ye shave-box hai aur ye hai old spice
nahii.n huzuur kii jho.njal kaa ab ko.ii baa.is
Jaun Eliya
Nazm
tin aawazen
gar ye sach hai to tire adl se inkaar karuu.n?
un kii maanuu.n ki tirii zaat kaa iqraar karuu.n?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ik umr se adl o sidq kii laash
Gaasib kii saliib par ja.Dii hai
Ahmad Faraz
Nazm
inqalab
shamiim-e-adl se mahke.n ye kuucha o baazaar
guzar bhii jaa ki tiraa intizaar kab se hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
shaer log
dukh-bharii KHalq kaa dukh-bharaa dil hai.n ham
tab.a-e-shaa.er hai ja.ngaah-e-adl-o-sitam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
main nahin to kya
aliil aa.nkho.n me.n kaajal lagaa.o rang bharo
siyaah jo.De me.n kaliyo.n kii kahkashaa.n guu.ndho
Sahir Ludhianvi
Nazm
lahu nazr de rahi hai hayat
ba-naam-e-amn hai.n ja.ng-o-jadal ke mansuube
ba-shor-e-adl tafaavut ke kaar-KHaane hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ba-shart-e-ustuwari
taaq-e-taadiib se insaaf ke but ghuurte hai.n
masnad-e-adl se shamshiir sadaa detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
ek ne uTh ke kahaa ye ki na maane.nge kabhii
ki tire adl me.n ham ko nazar aataa hai futuur