SEARCH RESULTS
Showing search results for ",goIi"
Nazm MATCHES FOR ",goii"
Nazm
zabta
daroG-go.ii ko sachchaa.ii kaa payaam kahuu.n
jo raahzan hai use rahbar-e-avaam kahuu.n
Habib Jalib
Nazm
karl marx
us kii biinish us kii vajdaanii-nigaah-e-haq-shanaas
kar ga.ii jo chehra-e-iflaas-e-zar ko be-naqaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
shri-krishn
KHud bachan de ke 'jaraa' sindh se ran me.n bhaage
rahe bad-go.ii-e-shishupaal pe KHaamosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
nazar me.n kaj-nigahii lab pe maslahat-go.ii
KHutuut-e-ruKH ne ubhaaraa hai dil ke kiino.n ko
Abdul Ahad Saaz
Nazm
KHamosh raho
bahutere hai.n haq-go.ii ke da.avedaar
tum hii kyuu.n mansuur bano KHaamosh raho
Nazish Partap Gadhi
Nazm
nazr-e-ghaalib
'kaif' maidaan-e-sher-go.ii me.n
ko.ii 'Gaalib' saa duusraa na hu.aa
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
mir-anis
marsiya-go.ii banii muqtadir ik sinf-e-suKHan
ya.anii is fan ko milaa aap se rutba kyaa kyaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
aur tum dastaken dete raho
aaj aa.egaa ko.ii raat ga.ii baat ga.ii
din guzartaa hai kisii aas ke pahluu me.n ravaa.n
Moni Gopal Tapish
Nazm
anmol ratan
haq-go.ii thii aisii in kii baat har ik ne maanii
un ke azm ke aage ho ga.e dushman paanii paanii
Masooda Hayat
Nazm
jo KHud mein tashkil ho raha hai
ik aziim peshen-go.ii kaa sail-e-be-samaa.at
mahal samet aasmaan me.n le u.Daa thaa
Manmohan Talkh
Nazm
KHud-faroshi
haq-go.ii me.n jo shohra-e-aafaaq the kyaa kyaa
lab bech rahe hai.n vo dahan bech rahe hai.n
Payam Fatehpuri
Nazm
mujhe aawaz mat dena
nihaayat saaf-go.ii se mujhe us ne bataayaa hai
mujhe aavaaz mat denaa
Salman Basit
Nazm
yaad-goi
griishm kii dil-fareb raatrii
kyaa ho.D lagaa kar khile hai.n amaltaas aur madhu-maaltii