SEARCH RESULTS
Showing search results for ",qIuM"
Nazm MATCHES FOR ",qium"
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Nazm
magar zulm ke KHilaf
is Dha.ng par hai zor to ye Dha.ng hii sahii
zaalim kii ko.ii zaat na maz.hab na ko.ii qaum
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
suurat-e-shamshiir hai dast-e-qazaa me.n vo qaum
kartii hai jo har zamaa.n apne amal kaa hisaab
Allama Iqbal
Nazm
lenin
vo qaum ki faizaan-e-samaavii se ho mahruum
had us ke kamaalaat kii hai barq o buKHaaraat
Allama Iqbal
Nazm
26 january
be-kas barahnagii ko kafan tak nahii.n nasiib
vo va.ada-haa-e-atlas-o-kim-KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
nanak
qaum ne paiGaam-e-gautam kii zaraa parvaa na kii
qadr pahchaanii na apne gauhar-e-yak-daana kii
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai marsiyaa.n-KHvaa.n qaum hai.n urdu ke bahut kam
kah do ki 'aniis' is kaa likhe.n marsiya-e-Gam
Rais Amrohvi
Nazm
zabta
har ek dushman-e-jaa.n ko kahuu.n mai.n hamdam-o-yaar
jo kaaTtii hai sar-e-haq vo chuum luu.n talvaar
Habib Jalib
Nazm
hubb-e-watan
hamla jab qaum-e-aaryaa ne kiyaa
aur bajaa un kaa hind me.n Da.nkaa