SEARCH RESULTS
Showing search results for "آبلہ"
Nazm MATCHES FOR "آبلہ"
Nazm
hitch-hiker
ek aashufta-sar o aabla-paa kii KHaatir
kabhii zulfo.n kabhii palko.n ko bichhaa.e rakhaa
Ahmad Faraz
Nazm
major-ishaq ki yaad mein
har KHaar rah-e-dasht-e-vatan kaa hai savaalii
kab dekhiye aataa hai ko.ii aabla-paa aur
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
musafir
ki diidanii thaa miraa jashn-e-aabla-paa.ii
kuchh aise dost mile shahr-e-Gair me.n ki mujhe
Mustafa Zaidi
Nazm
umr-e-gurezan ke nam
vaasta detaa huu.n mahruumii o naakaamii kaa
daastaa.n aabla-paa.ii kii sunaataa huu.n ise
Akhtarul Iman
Nazm
ek KHwab aur
aur ta.abiiro.n ke tapte hu.e sahraa.o.n me.n
tishnagii aabla-paa shola-ba-kaf mauj-e-saraab
Ali Sardar Jafri
Nazm
nazm
ki jis kii KHaatir hazaaro.n sadiyaa.n karo.Do.n barso.n se aabla-paa
magar vo lamha
Adil Mansuri
Nazm
nazm
saraab-e-tishna-labii KHaar aabla-paa.ii
dariida-pairahanii chaak-daamanii vahshat
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
janm din
anjaam se be-KHabar KHatraat se be-KHatar
aabla jis ke phuuTne kaa intizaar
Mazhar Mehdi
Nazm
lazzat-e-gham
mere nazzaare me.n muzmar thaa miraa haal-e-tabaah
aabla ban kar ubhar aatii thii merii har nigaah
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
pahla patthar
aabla-paa jigar afgaar karaa.n taa-ba-karaa.n
isii ummiid pe shaayad ki ko.ii pahchaane
Musavvir Sabzwari
Nazm
yaad
dayaar-e-Gair me.n sub.h-e-vatan kii yaad aa.ii
nasiim-e-aabla-paa ko chaman kii yaad aa.ii
Muneebur Rahman
Nazm
safar-e-agahi
tape hu.e regzaar me.n bhii
magar chubhan hai na paa.nv me.n ko.ii aabla hai