SEARCH RESULTS
Showing search results for "اردو"
Nazm MATCHES FOR "اردو"
Nazm
daraKHt-e-zard
use tum phone karte aur KHat likhte rahe hoge
na jaane tum ne kitnii kam Galat urdu likhii hogii
Jaun Eliya
Nazm
urdu
urdu hai miraa naam mai.n 'KHusrav' kii pahelii
mai.n 'miir' kii hamraaz huu.n 'Gaalib' kii sahelii
Iqbal Ashhar
Nazm
urdu zaban
ye kaisaa ishq hai urdu zabaa.n kaa,
mazaa ghultaa hai lafzo.n kaa zabaa.n par
Gulzar
Nazm
jashn-e-ghaalib
urdu ke ta'alluq se kuchh bhed nahii.n khultaa
ye jashn ye ha.ngaama KHidmat hai ki saazish hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
urdu kaa janaaza hai zaraa dhuum se nikle
urdu kaa Gam-e-marg subuk bhii hai garaa.n bhii
Rais Amrohvi
Nazm
yaad-e-aligarh
hame.n ishq hai apnii urdu zabaa.n se
hame.n pyaar hai apne naam-o-nishaa.n se
Aabidullah Ghazi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
khul jaa.e gar ye baat ki urdu zabaan par
terii nigaah-e-naaz kaa ehsaa.n hai kis qadar
Josh Malihabadi
Nazm
urdu
zabaan-e-hind hai urdu to maathe kii shikan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
ghaalib
vo zabaa.n jis kaa naam hai urdu
uTh na jaa.e kahii.n KHushii kii tarah
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
tujhe KHud se alag kaise karuu.n mai.n
zabaa.n urdu me.n tuu merii nafaasat
Chandra Shekhar Varma
Nazm
tarana-e-reKHta
sar cha.Dh ke boltaa hai urdu zabaa.n kaa jaaduu
hindostaa.n kii miTTii ke aasmaa.n kaa jaaduu