SEARCH RESULTS
Showing search results for "اصول"
Nazm MATCHES FOR "اصول"
Nazm
ye khel kya hai
is me.n is tarah kaa usuul kyuu.n hai
ki ko.ii mohara rahe ki jaa.e
Javed Akhtar
Nazm
wasoKHt
haa.n jo jafaa bhii aap ne kii qaa.ede se kii
haa.n ham hii kaarband-e-usuul-e-vafaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surKH sitara
dil, nazar, zehn, KHayaalaat, usuul o aqdaar
sab ke sab is kii tag-o-taaz se larzaa.n tarsaa.n
Amir Usmani
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
KHizaa.n se ruk sakaa kab mausam-e-gul
yahii asl-e-usuul-e-zindagii hai
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
musafir
ko.ii zamiir kaa lahja ko.ii usuul kii baat
guzar ga.ii mirii palko.n pe jaagtii hu.ii raat
Mustafa Zaidi
Nazm
tarana-e-qaumi
miT nahii.n sakte kabhii tere usuul-e-ittifaaq
kyuu.n na ho ai hind tujh ko daur-e-nau kaa ishtiyaaq
Safeer Kakorvi
Nazm
ruh ki maut
vahii usuul jo mohkam the narm saa.e me.n
zaraa sii dhuup me.n nikle to jhuul jhuul ga.e
Mustafa Zaidi
Nazm
gandhi-ji ki aawaz
salaam tum pe ki mere chaman ke phuul ho tum
mirii nazar mirii fitrat miraa usuul ho tum
Nazish Partap Gadhi
Nazm
arz-e-watan
KHuluus aaj paamaal hai aur tabaah
usuul aaj daryuuza-KHvaah-e-panaah
Arsh Malsiyani
Nazm
karachi
hasii.n is nagar ke fusuu.n-kaar bhii hai.n
usuul-e-mohabbat ke Gaddaar bhii hai.n
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
achchha bachcha
sab bachcho.n se pyaar huu.n kartaa
ye hai meraa ek usuul
Raza-ul-Rahman Akif Sanbhali
Nazm
diwali
rasm kii in hikmato.n ko kaun kah degaa fuzuul
rakh diye hai.n Thiikro.n me.n KHaana-daarii ke usuul
Shaad Aarfi
Nazm
haarun ki aawaz
azdaad kii ye ja.ng usuul-e-qadiim hai
aur ab ki aadmii kii ikaa.ii do-niim hai